CHODO NA MUJHE.. Sung by Kunal Ganjawala..
chodo na mujhe yun bekrar sa
kar bhi do izhar tum apne pyar ka
tumhari dil ki hai ye manzil
mera dewaana dil
bolo tum bolo
kardoge inkar toh jeena payenge
jo kardoge ikrar toh mar hi jayenge
kitne paraye jo tum pehle kabhi bhi nahi the
mere jahan mein ghamon ki tum toh vajah hi nahi the
dil se mere tum khud ko nikalo
ya phir mujhe hi apna banalo
bolo tum bolo
khoyi khoyi zindagi thi rahon mein ab aa bhi jao
jo tum nahi ana chaho mujhko hi pas bulao
kab tak jiyenge aise batao
mujhko nahi tum yun aazmao
bolo tum bolo
ULJHANON KO.. Sung by K.K. , Sanjeevani..
kar bhi do izhar tum apne pyar ka
tumhari dil ki hai ye manzil
mera dewaana dil
bolo tum bolo
kardoge inkar toh jeena payenge
jo kardoge ikrar toh mar hi jayenge
kitne paraye jo tum pehle kabhi bhi nahi the
mere jahan mein ghamon ki tum toh vajah hi nahi the
dil se mere tum khud ko nikalo
ya phir mujhe hi apna banalo
bolo tum bolo
khoyi khoyi zindagi thi rahon mein ab aa bhi jao
jo tum nahi ana chaho mujhko hi pas bulao
kab tak jiyenge aise batao
mujhko nahi tum yun aazmao
bolo tum bolo
ULJHANON KO.. Sung by K.K. , Sanjeevani..
uljhanon ko de diya hai tumne jo mera pata
to aa gayi yaha pe dekho leke woh bechainiya
ab tumhi batao humko dilko kya bataye hum
ye jo bhi hai khwab hai ya hai zindagi
zindagi hi khwab hai iska kya jawab hai
kyun ulajh gayi ho tum ye seedha sa hisaab hai
aur apne dil ko bhi batao tum yahi ki ye
khwab hi toh zindagi hai zindagi hi khwab hai
kya hua the abhi toh tum waha aa gaye kaise mere vaaste
manzile dhundhthe huye yahi ho gaye khatm saari raaste
jane kaise raaston pe aur ye kaise manzilon pe
aa gaye hai aj kal hum jaha pe ho gaye
thode thode pagalon se ye bhi sochte nahi ki
badalon sa man mera yeh sochtha hai kya
sochne soch lo bada haseen khayal hai
khud ko kehna pagalon sa khub ye misaal hai
apne ko samajh ke bhi kuch bhi na samajhne ki
teri yahi sadgi toh bas tera kamal hai
hath mein hath leke yun mera bolo kya kehna chahthe ho tum
aya tha kuch abhi khayl mein tumne jo bola toh hua woh ghum
kya woh mere pyar ki jagi jagi si aarzu thi
kya woh tha mujhe hi apne dil mein rakhne ka iraada
vaada tha koi ki ab toh honge hum juda nahi
ya kehna ja rahe the humse pyar hai tumhe
mujhe bhi lag raha hai jaise aarzu hi thi koi
jo mujhse keh rahi thi vaada ka iraada hai koi
dil mein rakhne ki kisiko aur juda na hone ki
pyar hai ye kehne ki ya thi baat woh koi
PYAR KE NAAM PE.. Sung by Bombay Vikings..
its love tht i need its only love that i need
kabhi phul dena manane ke liye
kabhi dur rehna satane ke liye
gifting flowers to apologise
leave alone her sometym to miss you
aur kabhi kabhi khamosh baithe
bahon ke sahare
suraj buja na sagar kinare
phir raton ko chand gaana
waise pyar ke naam pe toh yaaron sab hua hai
ab ye pyar bhi ho jaye bas itni dua hai
kabhi rahon mein phirthe rehna
bina kahe bas yun sunthe rehna
kanon mein uski sason mein jalthe huye pigalthe rehna
its only love i want to, hold on to
and forever make its stay
janmon ke vaade har baat pe kasam
kabhi jaan kehna kabhi kehna ha sanam
aur sau sau bar ye kehna hume pyar hai tum hi se
le ayenge hum taare zameen pe
jo kahoge toh jan bhi denge
(waise)
in lamhon ko rokhne ki na kam koshishe karna
jo gujre hai sath unko pihr yaade banake rakhna
(its only)
GORI TORE NAIN.. Sung by Sonu Nigam..
Gori Tore Nain Baavre Kholein Bhed Ye Saare
Satrangi Si Badri Chaayee
Preet Ki Aisi Rang Ramaayee
Jaage Ye Din Rain
Chalat Chalat Pag Karat Kalaayein
Kaamdev Man Muskaaye
Chalat Chalat Chalat Chalat Chal Pag
Karat Karat Karat Kalaayein
Madhur Madhur Muskaan Jharat Hai
Ang Ang Bijuri Chamkat Hai
Lutat Man Kaa Chain
Satrangi Si Badri Chaayee
Preet Ki Aisi Rang Ramaayee
Jaage Ye Din Rain
Chalat Chalat Pag Karat Kalaayein
Kaamdev Man Muskaaye
Chalat Chalat Chalat Chalat Chal Pag
Karat Karat Karat Kalaayein
Madhur Madhur Muskaan Jharat Hai
Ang Ang Bijuri Chamkat Hai
Lutat Man Kaa Chain