Saturday, July 25, 2009

OBSESSIVE COMPULSIVE DISORDER

Mental disorder:
A mental disorder or mental illness is a psychological or behavioral pattern that occurs in an individual and is thought to cause distress or disability that is not expected as part of normal development or culture

Mental disorder or mental illness are terms used to refer to a psychological or physiological pattern that occurs in an individual and is usually associated with distress or disability that is not expected as part of normal development or culture.

Psychological disorder is when behaviour is either maladaptive for life functioning or when it causes personal discomfort or both

A mental illness is a psychiatric disorder that results in a disruption in a person's thinking, feeling, moods, and ability to relate to others.

I included 4 definitions so that you don't mix up psychological disorder with phobia.

I started about disorders with OCD.. coz me too a victim of it..
Web provides you with many definitions and explanations for Obsessive Compulsive Disorder (OCD) with complicated nomenclature. I found the following theory reliable from webhealth.info

Obsessive compulsive disorder (OCD) is characterized by recurrent obsessional or compulsive acts, thoughts you cannot resist, even though you understand that you really do not want them.

Obsessional thoughts are ideas, images or impulses that enter the individual's mind again and again in a stereotyped form.

They are almost invariably distressing (because they are violent or obscene, or simply because they are perceived as senseless) and the sufferer often tries, unsuccessfully, to resist them. They are, however, recognized as the individual's own thoughts, even though they are involuntary and often repugnant. Compulsive acts or rituals are stereotyped behaviours that are repeated again and again. They are not inherently enjoyable, nor do they result in the completion of inherently useful tasks. The individual often views them as preventing some objectively unlikely event, often involving harm to or caused by himself or herself. Usually, though not invariably, this behaviour is recognized by the individual as pointless or ineffectual and repeated attempts are made to resist it; in very long-standing cases, resistance may be minimal. Autonomic anxiety symptoms are often present, but distressing feelings of internal or psychic tension without obvious autonomic arousal are also common.

Wiki says "The symptoms of this anxiety disorder range from repetitive hand-washing and extensive hoarding to preoccupation with sexual, religious, or aggressive impulses. "

Well, the treatments include prescription of drugs like SSRI's (Selective Serotonin Reuptake Inhibitors), Tranquilisers, Inositol.. And in severe cases people undergo psychosurgery..

Psychosurgery: Psychosurgery has replaced the lobotomy procedure, which often produced unexpected brain damage and memory loss in patients. Psychosurgery involves severing or disabling certain parts of the brain with an electrode. Unlike the lobotomy, psychosurgery uses magnetic resonance imaging in order to select an appropriate place in the brain for surgery. More than a third of all psychosurgery patients report dramatic improvements in their OCD.

More reliable could be Psychotherapy: Cognitive behavioral therapy for obsessive compulsive disorder is highly effective. It is a type of therapy that focuses on changing thought patterns by altering behavior. The patient will be gradually exposed to the obsession which causes fear and told not to engage in compulsive behavior. With increased exposure, the patient will experience less and less anxiety as she realizes that nothing bad is happening. After ongoing treatment, 50% to 80% of patients cease all compulsive behavior.


Celebrities with OCD:
Cameron Diaz
Jessica Alba
Billy Bob Thornton
David Beckham
Alec Baldwin
Jennifer Love Hewitt
Donald Trump
Leonardo DiCaprio
Natalie Appleton
Harrison Ford
Howard Stern
Howie Mandel
Roseanne Barr
Fred Durst
Dan Ackroyd
Rose McGowan
Michael Jackson
Joey Ramone
Kathie Lee Gifford

Their obsessions include doorknobs, cracks in the pavement, blinking etc..

"I have OCD mixed with ADD(Attention Deficit Disorder). You try living with that. It's complicated," The Daily Telegraph quoted Justin Timberlake, as telling website Collider.com.
At times, this 27-year-old gets finicky about making sure that objects are always lined up perfectly.

Historic figures thought to have OCD:
Michelangelo
Thomas “Stonewall” Jackson
Ludwig van Beethoven
Albert Einstein
Charles Darwin


A video about obsession of cleaning hands, I found nice.





well, OCD is just not about cleaning your hands, aligning things or similar activities. Its much more irritating as you gotta tackle the thoughts which you know are bad, unwanted but can't avoid.

Sources:
webhealth.info
http://www.ivillage.co.uk/

http://
en.wikipedia.org

Sufferers of all psychological disorders(including love), let me share my way of reducing when I feel I am the only one suffering.. A song in T.V. show which says "Tum hi nahi ho akele jahan mein, uljhe hai is mein sabhi sabhi" for love. If modified to suit universally, it means "You are not alone in this world struggling with it, everyone has to struggle with one or the other"

Monday, July 13, 2009

OM SHANTI OM.. Music by Vishal & Shekar.. Lyrics by Javed Akhtar..


AJAB SI.. Sung by Kay Kay.. Lyrics by Vishal..


Aankhon Mein Teri

Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Aankhon Mein Teri

Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Dil Ko Banade Jo Patang Saa Se

Yeh Teri Woh Haawaien Hai ]2


Aai Aise Raat Hai Jo

Bhahut Khushnaseeb Hai

Chahe Jise Door Se Duniya

Woh Mere Kareeb Hai

Kitna Kuch Kehna Hai

Phir Bhi Hai Dil Mein

Saawal Hai Kahin

Sapno Mein Jo Roj Kaha Hai

Woh Phir Se Kahun Ya Nahi


Tere Saath Saath aisa

Koi Noor Aaya Hai

Chand Teri Roshni Ka

Halka Sa Ek Saaya Hai

Teri Nazaron Ne Dil Ka Kiya Jo Hasar

Asar Yeh Hua

Abb Inmein Hi Doob Ke Ho Jau Paar

Yehi Hai Dua


MAIN AGAR KAHOON.. Sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal..


(Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon

Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon) - 2

Kisi Zabaon Mein Bhi Woh Lafz Hi Nahi

Ki Jeene Mein Tum Ho Kya Tumhein Bata Sakun

Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen,

Kaynaat Mein Nahi Hai Kahin

Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi

Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon..


Shokhiyon Mein Dooobi Yeh Aadayein,

Chehre Se Jhalki Hui Hain

Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein,

Shaan Se Dhalki Hui Hain

Lehrata Aachal Hai Jaise Badal

Bhaahon Mein Bhari Hai Jaise Chandani,

Roop Ki Chandani

Main Agar Kahoon Yeh Dilkashi,

Hai Nahi Kahin Na Hogi Kabhi

Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi


Tum Huye Meherbaan, To Hai Yeh Dastaan - 2

Abb Tumhara Mera Ek Hai Karwaan,

Tum Jahan Main Wahaan

Main Agar Kahoon Humsafar Meri

Apsara Ho Tum Ya Koi Pari

Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi



DHOOM TANA.. Sung by Shreya Ghoshal, Abhijeet..


Kaise Naino Se Naian Milaon Sajna,

Kaise Mein Aise Na Ghabrau Sajna

Kaise Aaye Aise Mohe Laaj Sajna,

Chuna Na Dekho Mohe Aaj Sajna

Dhoom Taana Ta Dhoom Ta Ta Na Na Na - 2,

Dhoom Taana Dhir Na Dhir Na

Mriganaini Tu Na Jaane,

Prem Kitna Mere Mann Mein Hai

Yeh Bechaini Maangti Hai,

Roop Jo Tere Yowan Mein Hai

Tera Phool Sa Hai Ang, Tere Ang Mein Hai Rang

Tere Rang Ke Main Sang Goriye

Tere Rang Mein Hai Roop, Tere Roop Mein Hai Dhoop

Teri Dhoop Hai Anoop Goriye

Sajna Se Kahe Aaye Laaj Sajani,

Choone De Ang Mohe Aaj Sajani


Dhalki Dhalki Phirthi Hoon, Thalki Thalki Si Phirti Hoon

Jispe Yeh Mera Koi Jam Hai Jaise

Nazarein Milaati Hoon Khwaabon Mein Saama Jaati Hoon

Dil Mein Bas Jana Mera Kaam Hai Jaise

Dil Mein Bas Ja Maine Roka Kab Hai

Lekin Kya Armaan Hai Mera

Yeh To Samjhaane De

Sajna Se Kahe Aaye Laaj Sajani,

Choone De Ang Mohe Aaj Sajani


Kaise Banjaara Mann Ki Baat Mein Aaye,

Kaise Ek Raaja Ko Manmit Banaye

Pehnu Main Pyar Ka Yeh Taj Sajna,

Karte Tum Kyu Dil Pe Raj Sajna

Mriganaini Tu Na Jaane,

Prem Kitna Mere Mann Mein Hai

Yeh Bechaini Maangti Hai,

Roop Jo Tere Yowan Mein Hai

Mere Meet Tere Geet,

Tere Geet Mein Hai Preet

Teri Preet Meri Jeet Goriye

Meri Jeet Mein Bhi Haar,

Meri Haar Mein Hai Pyaar

Mere Pyaar Mein Ikraar Goriye

Bhool Ke Saare Kaamkaaj Sajni,

Chhoone De Ang Mohe Aaj Sajni

Aaye Na Kaise Mohe Laaj Sajna,

Chuna Na Dekho Mohe Aaj Sajna



DARD-E-DISCO.. Sung by Sukhwinder Singh, Marianne, Nisha, Caralisa Monteiro..


O Haseena O Neelampari

Kargai Kaise Jaadugari

Neend En Aankhon Se Cheen Li

Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

Mein Bechara Hoon Awaraa

Bolo Samjahon Mein Yeh Abb Kis Kis Ko

Dil mein mere hai Dard-e-disco


Fasle Gul Thi

Gulposhiyon Ka Mausam Tha

Hum Per Kabhi Sargoshiyon Ka Mausam Tha

Kaisa Junoon Khwaabon Ki Anjuman Mein Tha

Kya Mein Kahon Kya Mere Baagpan Mein Tha

Ranish Ka Chala Tha Fhobwara

Phoota Jo Khwaab Goobbara

Abb Phirta Hoon Mein

London Pairis New York LA Sans Fansico


Lamha Lamha Armaano Ki Farmaaish Thi

Lamha Lamha Jurrrat Ki Aaajmaish Thi

Abr-E-Karam Ghir Ghir Ke Mujhpe Barsa Tha

Abr-E-Karam Barsa To Tab Mein Tarsha Tha

Phir Kyun Na Hua Mazar Mera

Woh Mera Sanam Dilbar Mera

Dil Tod Gaya Mujhse Chod Gaya

Woh Peechle Mahine Ki Chabbis Ko



DEEWANGI.. Sung by Shaan, Udit Narayan, Shreya Ghoshal, Sunidi Chauhan, Rahul Saxena..


(Dekho Dekho Hai Shaam Badi Deewani

Dheere Dhere Ban Jaye Na Koi Kahani) - 2

Dilbar Hai Dilkash Hai Dildaar Nazare Hain

Aaj Zameen Per Utre Kitne Sitare Hai

Atlo Hosh Na Mi Danam, Hum Hai Dil Hai Aur Janam

Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai

Na Koi Rahe Sam Rahe Per,

Yeh Ilzaam Lage Kisper

Bas Deewangi Deewangi Deewangi Hai


All Hot Gals Put Ur Hands Up And Say, om shanty om

All Cool Boys Comon Make Some Noise N Say, Om Shanti Om


Shaam Gazab Ki Humgama Khez Ai,

Iska Nasha Hi Gehra Hai Tez Hai - 2

Zulf Khuli Hai Resham Resham

Saans Ghuli Hai Madham Madham,

Yeh To Ishaare Hain


(Kehene Ko Waise To Sara Sukun Hai

Phir Bhi Yeh Dil Hai Ki Isko Junoon Hai) - 2

Pal Do Pal Ko Khwaab Saza De

Isko Usko Sab Ko Bata De, Raaz Jo Sare Hain



DASTAN-E-OM SHANTI OM.. Sung by Shaan..


Sunnewaalon Suno Aisa Bhi Hota Hai

Dil Deta Hai Jo Woh Jaan Bhi Khota Hai

Pyar Aisa Jo Karta Hai, Kya Mar Ke Bhi Marta Hai,

Aao Tum Bhi Aaj Sunlo

Dastan Hai Yeh Ki Ik Tha Naujawan Jo

Dil Hi Dil Me Ek Hasina Ka Tha Diwana

Woh Haseena Thi Ke Jisaki Khubsurati,

Ka Duniyabhar Mein Tha Mashahoor Afsaana

Dono Ki Yeh Kahaani Hai Jisako Sabhi

Kehte Hai Om Shanti Om


(Naujawaan Ki Thi Aarjoo,

Usaki Thi Yehi Justjoo

Uss Haseena Mein Usako Mile,

Ishq Ke Saare Rang phool) - 2

Usane Na Jaane Yeh Naadaani Hai,

Woh Reth Ko Samajha Ke Paani Hai

Kyun Aisa Tha, Kis Liye Tha, Yeh Kahaani Hai

Daastaan Hai Yeh Ke Uss Dilkash Hassena Ke,

Nigaahon Dil Mein Koi Dusara Hi Tha

Bekhar Iss Baat Se Uss Naujawaan,

Ke Khaabon Ka Anjaam Toh Hona Bura Hi Tha

Tute Khaabon Ki Uss Daastaan Ko Sabhi

Kehte Hai Om Shaanti Om


Sunnewaalon Suno Aisa Bhi Hota Hai,

Koi Jitna Hase Utana Hi Rota Hai

Deewaani Hoke Haseena, Khaayi Kya Dhoke Haseena,

Aao Tum Bhi Aaj Sunlo

Daastaan Hai Yeh Ki Uss Maasoom Haseena Ne

Jise Chaaha O Tha Undar Se Harjaayi

Sangdil Se Dil Lagaake, Bewafa Ke Haath Aake,

Usane Ik Din Maut Hi Paayi

Ik Sitam Ka Fasaana Hai Jisako Sabhi

Kehte Hai Om Shaanti Om


Kyun Koi Kaatil Samajhata Nahi,

Yeh Jurm Wo Hai Jo chuptha Nahi

Yeh Daag Woh Hai Jo Mitata Nahi,

Rehta Hai Khuni Ke Haath Par

Khun Uss Haseena Ka Jab Tha Huva,

Koi Waha Tha Pahunch Toh Gaya

Lekin Use Woh Bacha Na Saka,

Roya Tha Pyaar Usake Maut Par

Daastaan Hai Yeh Ki Jo Pehchaanata Hai Khuni Ko

Woh Naujawaan Hai Laut Ke Aaya

Keh Rahi Hai Jindagi Kaatil Samajhale Usake Sar Pe

Chha Chuka Hai Maut Ka SaayaJanmo Ki,

Karmo Ki Hai Kahaani Jise (Kehte Hai Om Shaanti Om - 3)



JAG SOONA.. Sung by Rahat Fateh Ali Khan Richa Sharma, Punjabi Lyrics by Kumaar..


Chhan Se Jo Tute Koi Sapna,

(Jag Soona Soona Laage - 2)

Koi Rahe Na Jab Apna,

Jag Soona Soona Laage

Jag Soona Soona Hai Toh

Yeh Kyun Hota Hai

Jab Yeh Dil Rota Hai,

Roye Sisak Sisak Ke Hawaayein,

Jag Soona Laage

Soona Laage Re


Roothi Roothi Saari Raatein,

Phike Phike Saare Din

Viraani Si Viraani Hai,

Tanhaayi Si Tanhaayi Hai

Aur Ik Hum Pyaar Ke Bin Har Pal


Patthron Ki Iss Nagari Mein,

Pattha Chehre, Patthar Dil

Phirta Hai Maara Maara

Kyun Raahon Mein Tu Aawaara

Yahaan Na Hoga Kuchh Haasil, Mere Dil

SWADES.. Music by A.R.Rahman.. Lyrics by Javed Akhtar..



YUN HI CHALA CHAL.. Sung by Udit Narayan, Hariharan, Kailash Kher..




Yunhi chala, chal raahi -2
Kitni haseen hai ye duniya
Phool saare jamele, dekh phoolon ke mele
Badi rangeen hai duniya

(Ye raasta hai keh raha ab mujhse
Milne ko hai koyi kahin ab tujhse) -2
Dil ko hai kyun ye betaabi
Kis se mulaaqaat honi hai
Jis ka kabse armaan tha
Shaayad wahi baat honi hai

Yunhi chala, chal raahi -2
Jeevan gaadi hai samay paiya
Aansoon ki nadiya bhi hai
Khushiyon ki bagiya bhi hai
Rasta sab tera takke bhaiya

Dekho jidhar bhi in raahon mein
Rang pighalte hain nihaagon mein
Thhandi hawa hai thhandi chhaaon hai
Door woh jaane kiska gaaon hai
Baadal ye kaisa chhaaya
Dil ye kahaan le aaya
Sapna ye kya dikhlaaya hai mujhko
Har sapna sach lage, jo prem agan jale
Jo raah tu chale apne mann ki
Har pal ki seeb se moti hi tu chune
Jo sada tu sune apne mann ki

Mann apne ko kuch aise halka paaye
Jaise kandho pe rakha boj hat jaaye
Jaise bhola sa bachpan phirse aaye
Jaise barson mein koyi ganga nahaaye
Jaise barson mein, koyi ganga nahaaye
Khul sa gaya hai ye mann
Khul sa gaya har bandhan
Jeevan ab lagta hai paawan mujhko
Jeevan mein preet hai, honton pe geet hai
Bas yehi jeet hai sun le raahi
Tu jis disha bhi jaa, tu pyaar hi loota
Tu deep hi jala, sun le raahi
Yunhi chala, chal raahi -2
Kaun ye mujhko pukaare
Nadiya pahaad jheel aur jharne, jangal aur waadi
In mein hai kiske ishaare

Sa Ni Sa Ga Ga Ga Sa Ma Ma Ma Re Re Re
Sa Ni Sa Sa, Sa Ni Sa Sa
Sa Ni Sa Ga Ga Ga Sa Ma Ma Ma Sa Pa Pa Pa
Sa Ni Sa Sa, Sa Ni Sa Sa
Yunhi chala chal raahi
Sa Ni Sa Sa, Sa Ni Sa sa






YEH TARA WOH TARA.. Sung by Udit Narayan, Master Vignesh, Baby Pooja..




Ye taara woh taara har taara -2
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
(Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara) -2
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hain
Saath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hain
Samjho sabse pehele toh, rang hote akele toh
Indranush banta hi nahin
Ek na ham ho paaye toh, anyaay se ladne ko
Hogi koyi janta hi nahin
Phir na kehna nirbal hai kyun haara

Boond boond milne se, banta ek dariya hai
Boond boond saagar hai, warna ye saagar kya hai
Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh
Ek boond jaise kuchh bhi nahin
Ham auron ko chhode toh, munh sabse hi mude toh
Tanha rehna jaaye dekho ham kahin
Kyun na bane milke ham dhaara

Jo kisaan hal sambhaale, dharti sona hi ugaaye
Jo gowaala gaiya paale, dudh ki nadi bahaaye
Jo lohaar loha dhhaale, har auzaar dhhal jaaye
Mitti jo kumbhaar uthhaale, mitti pyaala ban jaaye
Sab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat ke
Kissi ka kissi se koyi bair nahin
Sab ke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hain
Koyi bhi kissi se yahaan ghair nahin
Seedhi baat hai samjho yaara






DEKHO NA.. Sung by Alka Yagnik, Udit Narayan..




dekho na, zara dekho na
Tum ho main hoon aur ye tanhaaiyaan hai
Dekho na, zara dekho na
Kaisi narm si ye parchhaaiyaan hai
Suno zara, suno zara, dhadkanon ki sada
Suno zara, suno zara, geet khaamoshi ka
Suno zara, suno zara, kehti hai raat kya
Raat hai leke aayi, kitne armaan anjaane
Kehti hai sau afsaane, sunta hoon main
Raat ne li angdaai, anhoni baat hai hoti
Bikhre hai jaise moti chunta hoon main
Tumne, ye kya keh diya
Meri aankhon mein diye hai jaise jal gaye
Tumne ye kya keh diya
Meri raaton ke andhere jaise dhhal gaye

Tumse hi toh milke maine jaana hai Sapne kya hote hain
Tumse hi toh milke maine jaana hai Dil kaise khote hain
Chaandni se pyaari mujhko, in palkon ki chhaaon
Tumne basaaya mere dil mein, ik sapnon ka gaaon
Tumne mujhko chaaha toh
Mausam rang chhalkaata hai
Har pal jee ab gaata hai mere liye
Tumne mujhko chaaha toh
Jeevan ki saari raahein
Khole hain apni baahein mere liye
tum bin din sune the raatein suni thi
Viraani thi chhaayi
Ab jaise din chamke raatein mehki hai
Tum ho jo hamraahi
tum bin jaise main thi adhoori
Poori ho gayi hoon main
Tumko paake jag paaya hai
Par khud kho gayi hoon main
Ham dono ne ab jaana,
jeene ka matlab kya hai
Pehle kya thi ab kya hai, ye zindagi
Ham dono ne ab jaana, duniya kitni pyaari hai
paayi kitni saari hai, hamne khushi


PAL PAL HAI BHARI.. Sung by Madhushree, Vijay Prakash, Ashutosh Gowariker..




pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab aao raghu-raayi
Aao raghuveer aao, raghupati raam aao
More mann ke swaami, more shri raam aao
Raam raam japti hoon, sun lo meri raam aao
Raam raam jhapti hoon, sun lo meri raam ji
Baje satya ka danka, jale paap ki lanka
Issi shan tum aao, mukt karaao
Sun bhi lo ab meri duhaai

Raam ko bhoolo ye dekho raavan aaya hai
Phaili saari shristi par jiski chhaaya hai
Jo jagti ho raam raam tum kyun leti ho
Raam naam tum
Raam raam ka ratan jo tumne hai lagaaya, sita
Sita tumne hai raam mein aisa kya gun paaya

gin paayega unke gun koi kya, itne shabd hi kahaan hai
Pahonchega us shikhar pe kaun bhala mere raamji jahaan hai
Jag mein sab se uttam hai, mariyaada purushottam hai
Sab se shakti-shaali hai, phir bhi rakhte sayam hai par
Unke sayam ki ab aane ko hai seema
Raavan samay hai, maang le kshama

Baje satya ka danka, jale paap ki lanka
Aaye raaja raam kare ham pranaam
Sang laaye lakshman jaisa bhaai

Raam mein shakti agar hai, raam mein saahas hai jo
Kyun hain aaye abhi tak, woh tumhaari rakhsha ko
In aparharan karne mein, bhagti nahin ho tum yahaan
Ye bataao woh tumhaare raam hai is pal kahaan

Raam hriday hai mein mere, raam bhi dhadhkan mein hai
Raam mere aatma mein, raam hi jeevan mein hai
Raam har pal mein hai mere, raam hai har swaas mein
Raam har aasha mein meri, raam hi har aas mein

raam hi toh karuna mein hai, shaanti mein raam hai
Raam hi hai ekta mein, pragati mein raam hai
Raam bas bhakton nahin shatru ke beech chintan hai
Dekh taj ke paap raavan, raam tere mann mein hai
Raam tere mann mein hai, raam mere mann mein hai -2
Raam toh ghar ghar mein har, raam har aangan mein hai
Mannse raavan jo nikaale, raam uske mann mein hai -2

Suno raamji aaye, gun raam ke gaaye
Raaja raamchandra aaye, shri raamchandra aaye
Raamji aaye, gun raam ke gaaye
Shri raamchandra aaye ho..






AHISTA AHISTA.. Sung by Udit Narayan, Sadhana Sargam..




Aahista aahista, aahista aahista
Nindiya tu aa, in do nainon mein
Halke se holle se, kuch sapne bhole se
Nindiya tu laa, in do nainon mein ho..
Bahe soyi soyi jaise, saari hawaayein
Sama bhi hai soya soya sa
Nindiya re, nindiya re, tu mere angna re, aaja re
In jhukti palkon pe, chhaa jaa re
Aahista aahista, aahista aahista
Nindiyaa.. tu aa..

Mulaayam mulaayam si neeli neeli raat hai
Thapakti hai is dil ko, yaadein kayeen
Yaadon ke paalne mein koyi khoyi khoyi baat hai
Woh nindiya ab aake tu, meri di thi lori gaake
Mere khoye sapne dikhlaade haay
Yaadon ka palna jhula dein

Mehki hawa ki reshmi chaadar, kaho toh bichha doon
Neel gagan se chaand ko leke, takiya bana doon
Chaandni laake, tumko odhaake
Main gungunaaun geet koyi
Us pal hi, chupke se, phir nindiya
Aa jaaye
Palkon pe jaise thhaher jaaye oh
Meethhi meethhi nindiya aaye






SAANWARIYA.. Sung by Alka Yagnik..




Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya saanwariya ho -2
Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai
Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai
Chhalke mann gaagariya..saanwariya

Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
Tu jo, mujhe, aise, behkaaye,
kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise, apni dagariya
Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya
Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya
Khilne lage hain phoolse meri raah mein
Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi
Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein
Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye
Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye
Jabse mili sajna, tujhse najariya
Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya


YEH JO DESH HAI TERA.. Sung by A.R.Rahman..

(Ye jo des hai tera, swades hai tera, tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta) -2

Mitti ki jo khushboo, tu kaise bhoolaayega
Tu chaahe kahin jaaye, tu laut ke aayega
Nayi nayi raahon mein, dabi dabi aahon mein
Khoye khoye dilse tere, koyi ye kahega

Tujhse zindagi, hai ye keh rahi
Sab toh paa liya, ab hai kya kami
Yun toh saare sukh hai barse
Par door tu hai apne gharse
Aa laut chal tu ab diwaane
Jahaan koyi toh tujhe apna maane
Awaaz de tujhe bulaane, wahi des

Ye pal hai wahi, jis mein hai chhupi
Koyi ek sadi, saari zindagi
Tu na poochh raaste mein kaahe
Aaye hain is tarha do raahein
Tu hi toh hai raah jo sujhaaye
Tu hi toh hai ab jo ye bataaye
Chaahe toh kis disha mein jaaye wahi des

JODHA AKBAR.. Music by A.R.Rahman.. Lyrics by Javed Akhtar..


JASHN-E-BAHARA.. Sung by Javed Ali..




Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai
Phool Se Khusboo
Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chupa Hai koi
Ranj Fiza Ki Chilman Mein
Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi
Khoyi Si Baatein Hain

Kaise Kahen Kya Hai Sitam
Sochte Hai Abb Yeh Hum
Koi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahi Humare
Karte To Hai Saath Safar
Fasle Hain Phir Bhi Magar
Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare
Pass Hain Phir Bhi Paas Nahi
Humko Yeh Gum Raas Nahi
Seeshe Ki Ek Diware Hai Jaise Darmiyan

Humne Ne Jo Tha Nagma Suna
Dil Ne Tha Usko Chuna
Yeh Dastan Humen Vaqt Ne Kaise Sunai
Humjo Agar Hai Gumgin
Woh Bhi Udhar Khush To Nahi
Mulakato Mein Jaise Ghul Si Gai Tanhai
Milke Bhi Hum Milte Nahi
Khilke Bhi Gul Khilte Nahi
Aankhon Mein Hai Baharein Dil Mein Khilza






AZEEM-O-SHAAN.. Sung by Mohd Aslam, Bonnie Chakraborthy..




(Azeem-O-Shaan Shahenshah) - 2
Furwa Rawa Hamesha Hamesha Salamat Rahe
Tere Ho Kya Bayain
Tu Shaan-E-Hindustan
Hindustan Teri Jaan
Tu Jaan-E-Hindustan
Marhaba Hooo Oo
Marhaba (2)

Jalaludin Akbar

Sapna Viran Ma
Har Agan Ma
Prem Hai Tumhra
Har Har Maan Ma

(Ta Ra Re Ra-Ta Rare Ra ) - 2

Jeet Aaj Tumhari
Mahabali Hai
Desh Ma Sukh Ki
Pawan Chali Hai

Marhaba Marhaba
Azeem-O-Shaan Shahenshah
Marhaba

Deta Hai Har Dil Yeh Gawahi
Dil Wale Hain Jil-E-Elahi
Jau Kahi Bhi Niklon Jidhar Se
Galiyon Galiyon Sona Barsee

Tere Mazhab Hai Jo Mohabat
Kitne Dilon Per Terri Hukumat
Jitna Kahen Hum Utna Kam Hai
Tehzeebo Ka Tu Sangam Hai

Yahan Bhi Wahan Bhi Hai Teri Dhoom
Jalaludin Akbar






KHWAJA MERE KHWAJA.. Sung by A.R.Rahman.. Lyrics by Kashif..




(Khwaja Mere Khwaja
Dil Mein Sama Ja
Shaho Ka Shah Tu
Ali Ka Dulara) - 2
Khwaja Mere Khwaja Dil Mein Sama Ja
Beqaso Ki Taqdeer, Tune Hai Sawari
Khwaja Mere Khwaja
Tere Darbar Mein Khwaja
Door Toh Hai Dekha

Tere Darbar Mein Khwaja
Sar Jhuka Te Hai Auliya
Tu Hai Unalwali Khwaja
Rutba Hai Pyara
Chahne Se Tujhko Khwaja Ji
Mustafa Ko Paya

Mere Peer Ka Sadka
Mere Peer Ka Sadka
Hai Mere Peer Ka Sadka
Tera Daaman Hai Thama
Khawajaji
Tali Har Bala Humari
Chaya Hai Khumar Tera
Jitna Bhi Rashk Kare Beshak
Toh Kam Hai Ae Mere Khwaja
Tere Kadmo Ko Mere Rehnuma
Nahi Chodna Gawara






MANN MOHANA.. Sung by Bela Shende..




Man mohana.. Kanha sunona..


Tum Bin Paun Kaise Chaina
Tarsu Tumhiko Din Raina
Chodke Apne Kashi Mathura
Aake Basao More Nain
Tum Bin Paun Kaise Chaina
Kanhaaa
Tarsu Tumhiko Din Raina

Ek Pal Ujiraya Aaye
Ek Pal Andhiyara Chaye
Maan Kyun Na Dhabraye
Kaise Na Dhabraye
Maan Jo Koi Dhara
Apni Rahon Mein Paaye
Kaun Disha Jaye
Tum Bin Kaun Samjhaye

Raas Rachiyan Brindavan Ke
Gokul Ke Basi
Radha Tumhri Daasi
Darshan Ko Hai Pyaasi
Shaam Shalone Nand Lala Krishna Banwari
Tumri Chab Hai Nyari
Mein To Hoon Tan Man Hari

Jeevan Ek Nadiya Hai
Lehron Lehron Behti Jaye
Ismein Man Ki Naiyaa
Doobe Kabhi Tar Jaye
Tum Na Khewaiya Ho To
Koi Tat Kaise Paaye
Majdhaar Rehlaye
Tu Tumri Saran Aaye
Haan Tumri Saran Aaye

Mein Hoon Tumhari
Hai Tumhara Yeh Mere Jeevan
Lyrics Masti.Com
Tumko Hi Dekhon Mein
Dekhun Koi Darpan
Bansi Ban Jaungi
In Hooton Ki Ho Jangui
In Sapno Se Jalthal
Hai Mera Maan Agan






IN LAMHON KE.. Sung by Sonu Nigam, Madhushree..




In Lamhon Ke Daaman Mein
Pakiza Se Riste Hain
Koi Kalma Mohabat Ka
Dohrate Farishte Hain
Khamosh Si Hai Zameeen
Hairaan Sa Falak Hai
Ek Noor Hi Noor Sa
Abb Aasmaan Talak Hai
(Nagmein Hi Nagmein Hai
Jagti Soti Fizaon Mein
Husn Hai Sari Adaon Mein
Ishq Hai Jaise Hawaon Mein ) - 2

Kaise Yeh Ishq Hai
Kaisa Yeh Khwaab Hai
Kaise Jazbaat Ka Umda Sailab Hai
Din Badle Raatein Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain

Samay Ne Yeh Kya Kiya
Badal Di Hai Kaya
Tumhein Mene Paa Liye
Mujhe Tumne Paya
Mile Dekho Aise Hai Hum
Ke Do Sur Ho Jaise Madham
Koi Jyada Na Koi Kaam
Kise Aag Mein Ke Prem Aag Mein
Jalte Dono Hi The
Tan Bhi Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi
Tan Bhi Maan Bhi
Maan Bhi Hai Tan Bhi

Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein
Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai
Phoolon Mein Rang Nahi The Lekin
Dil Mein Khusboon Tumhi Se Aai Hai
(Kyon Hai Yeh Arzoo
Kyon Hai Yeh Zustzu
Kyon Dil Bechain Hai
Kyon Dil Betaab Hai ) - 2
Din Badle Raatein Badli Baatien Badli
Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain

JAANE TU YA JAANE NA.. Music by A.R.Rahman.. Lyrics by Abbas Tyrewala..


JAANE TU MERI(Jai).. Sung by Sukhwinder Singh..




Jaane Tu Meri Kya Hai
Jaane Main Tera Kya Tha
Saath Tere Har Pal
Saath Har Lamha Tha..
Jaane Kaisi Kasak Hai
Jaane Kaisi Tadap Hai
Kyun Ye Aakhe Nam Hai
Jaane Kaisaa.. Gham Hai..
Hai Dosti Humko Yakin To,
Dosti Aur Kuch Bhi Nahi Tha
Par Kai Se Tujh Ko Baatae,
Kyun Chubtay Hai Pairo Mine Kaate

Jaana Dil Jaana, Kaise Maine Na Jana
Ke Pyaar Yehi Hai, Ye Jaane Tu Ya Jaane Na
Jaana Dil Jaana, Kaise Tune Na Jana
Ke Pyaar To Hai,Ye Jaane Tu Ya Jaane Na

Kyun Aise Chubti Hai Tujhse Doori,
Kyun Laguti Hai Zindegi You Aadhuri
Chuwa Kisi Ne Tujhu Ko To Laga Ke,
Dil Main Kisi Ne Jaise Aag Laga Ke...


Duniya Jalaadi Hai.. Meri






JAANE TU MERI(Aditi).. Sung by Runa..




Jaane Tu Mera Kya Hai,
Jaane Tu Mera Kya Tha
Tu Hi Mera Har Pal,
Tu Hi Har Lamha Tha
Jaane Kaisi Kashish Hai,
Jaane Kaisi Khalish Hai
Kyun Yeh Saans Thami Hai,
Aankhon Mein Kyun Nami Hai
Hai Dosthi Humko Yakeen Tha,
Dosti Aur Kuch Bhi Nahin Tha
Hai Kaisa Ye Dard Naya Sa
Kyun Dil Lagtha Toota Toota Sa
Jaana Dil Jaana Kaise Meine Na Jaana
Ke Pyar Yahin Hai, Yeh Jaane Tu Ya Jaane Na
Jaana Dil Jaana Kaise Tune Na Jaana
Yeh Pyaar Yahin Hai, Jaane Tu Ya Jaane Na

Hothi Thi Tujh Se Subha Har Din Ki
Teri Dopehar Se Shyam Ki Dhun Thi
Hothi Thi Raathein Teri Baathon Mein Khoye
Tere Khayalon Mein Jaage Aur Soye..
Tu Jo Nahin To Kya Raha






KABHI KABHI ADITI ZINDAGI.. Sung by Rashid Ali..




Kabhi Kabhi Aditi Zindagi Me
Yun Hi Koi Apna Lagta Hai
Kabhi Kabhi Aditi Woh Bichad Jaye
Toh Ek Sapna Lagta Hai
Aise Me Koi Kaise Apne
Aansuon Ko Bahene Se Roke
Aur Kaise Koi Sochle
Everything Gonna Be Okay
Kabhi Kabhi Toh Lage Zindagi Me
Rahi Na Khushi Aur Na Maza
Kabhi Kabhi Toh Lage Har Din
Mushkil Aur Har Pal Ek Saza
Aise Me Koi Kaise Muskuraaye ,
Kaise Has De Khush Hoke
Aur Kaise Koi Sochle
Everything Gonna Be Okay

Soch Zara Jaane Ja Tujuko
Hume Kitna Chahte Hain
Rote Hum Bhi Agar Tere
Aankhon Me Aansun Aate Hain
Gaana Toh Aata Nahi Hai
Magar Fir Bhi Gaate Hain
Hey Aditi Maan Kabhi Kabhi
Saare Jahan Me Andhera Hota Hai
Lekin Raat Ke Baad Hi
Toh Savera Hota Hai

Hey Aditi Has De Has De Has De
Has De Has De Tu Zara
Nahi Toh Bas Thoda Thoda Thoda
Thoda Thoda Thoda Muskura

Tu Khush Hai Toh Lage Ke
Jahan Chaiyi Hai Khushi
Sooraj Nikle Baadalon Se
Aur Baaten Zindagi
Sun Toh Zara Madhosh Hawa
Tujhse Kehne Lagi
Ki Aditi Woh Jo Bichadte Hain
Ik Na Ik Din Fir Mil Jate
Yeh Aditi Jaane Tu Ya Jaane Na
Phool Fir Khil Jate Hain






PAPPU CAN'T DANCE SAALA.. Sung by Anupama, Benny Dayal, Blazee, Tanvi, Darshana, Satish Subramanium, Aslam..




Thirkit Thana Thirkit Thana Thiri Thiri Thana Lets Dance

Hai Muscular, Hai Popular,
Spectacular He’S A Bachelor
Paapu Ki Gaadi Tez Hai,
Pappu Kudiyon Mein Craze Hai
Pappu Ke Aankhen Light Blue,
Pappu Dikhtha Angrez Hai
Raaton Ki Ghadi Haathon Mein
Perfume Gucci Waala

But Pappu Can' t Dance Saala… Pappu Can' t Dance Saala
Pappu Nach Nahin Saktha

When I Am Gonna See You With The Dance In The Hall
When I Am Gonna See You With The Dance Se!!

Paida Pappy Hua To Kismathein Chamke
Aur Uske Moo Mein Thi Chandi Ki Chamche
Hey Hey Hey Pappu Ke Paas Hai Pyasa,
Hey Hey Hey Haathon Ke Meil Ke Jaisa
Hey Hey Hey Pappu Yaaron Ka Yaar Hai,
Hey Hey Hey Pappu itna handsome Hai

Paapa Kehthe Hai Bada Naam Karega;
Mera Pappu To Aisa Kaam Karega
Hey Hey Hey Pappu Ke Paas Hai B A
Hey Hey Hey Kartha Hai France Mein Holiday
Hey Hey Hey Pappu Guitar Bajatha Hai,
Hey Hey Hey Jahan Jaatha Hai Chchaa Jaatha Hai
But Pappu Can' t Dance Saala….






NAZREIN MILANA NAZREIN CHURANA.. Sung by Benny Dayal, Satish Chakravarthy, Naresh Iyer, Darshana, Shwetha, Tanvi, Bhargavi, Anupama




Dil Kabhi Gandha, Kabhi Hai Nek Bandha
Dil Ka Bharosa Kaise Koi Karen
Dil Kabhi Tanda Kabhi Hai Atom Bomb Sa
Yeh Dhamaka Kaise Koi Sahe
Dil Ki Yahin Khatha Hai,
Dil Ko Nahin Patha Hai
Dil Ki Yahin Khatha Hai,
Dil Ko Nahin Patha Hai
Ki Dil Chaahtha Hai Kya
Nazren Milana, Nazren Chura Na,
Kahi Pe Nigaahen, Kahi Pe Nishaana

Niyyath To Dil Ki Hamesha Hi Sahi Thi
Dil Ka Iradha Bhi Samjo Nek Tha
Kudrath Awaara To Kya Kare Bechaara
Uska Ho Jaaye Dil Jisko Dekhtha
Din Mein To Dil Sathaayein,
Raathon Mein Dil Jagaayein
Din Mein To Dil Sathaayein,
Raathon Mein Dil Jagaayein
Are Chaahtha Hai Kya

Aankhon Mein Koi Hai Basa
Jaane Kyun Lage Yeh Dil Khaali
Jaan Lo Yeh Dil Bajaa Raha
Kyun Ek Haath Se Taali
Hoton Se Jaane Kya Kaha Phir Bhi
Dil Ki Baathein Hai Dil Mein
Yeh Raha Tera Humsafar
Kis Ko Doonde Dil Ke Mehfhil Mein
Jaan Hai Phasi Ke Bina Hasin
Aaye Hal Dil Pe






KAHIN TO HOGI HO.. Sung by Rashid Ali, Vasundhara Das..




Kahin to.. kahin to.
Hogi woh
Duniya jahan tu mere saaath hain
Chaha mein chaha tu
Aur jaan bas tere mere zajbaat hain
Hogi jahan saba teri
Palkon ki kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri bahon mein...

[Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni kafa nahi ] - [2]

Saasein kho gai hai kiski aahon mein
Mein kho gai hoon jane kiski baahon mein
Manzilon se rahe dhondte chali
Aur kho gai hai manzil kahin rahon mein
Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein
Hoton se hoton ko
Chumti o rehete hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan
Teri zaameen aasman
Jahan hai tu
Meri hasi meri khushi
Meri jaan....






TU BOLE MAIN BOLUN.. Sung by A.R.Rahman..




Tu Bole Glass Adha Khaali,
Mein Boloon Adha Bhara
Mein Boloon Kithna Saara,
Tu Bole Zara Zara
Mein Boloon Din Hai To,
Tu Bole Raath Nahin
Baath To Wahin Hai Na,
Bas Wahin Baath Nahin
Baath To Hai Bas Yahin Hai,
Meri Baath Bas
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na..

Tu Soche Yeh Zindagi
Yeh Na Badlegi Kabhi
Mein Sochoon Sab Badaltha Hai,
Yeh Na Badle Kabhi
Mein Socho Tu He Tu,
Mera Koi Aur Nahin
Tu Soche Mein Hoon Tera,
Bas Tera Koi Aur Nahin
Koi Aur Ho Ya Na Ho,
Tu Hai Mein Hoon Bas
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na...

LOVE STORY 2050.. Music by Anu Malik, Lyrics by Javed Akhtar..



AA GAYA HUN.. Sung by Kay Kay..




Falling In Love…
I’Ve Been Waiting For You
Aa Gaya Hun Mein Tumko Sunaane
Love Me Doobe Dil Ke Afsaane
Kuch Anokhi Anokhi Si Baathein,
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane
Aankhon Mein Hoon Laaya,
Mein Khwaab Suhaane
Hoton Pe Hoon Laaya,
Mastiyon Ke Nazaare Taraane;
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane

You Have Falling In Love O Stranger,
O Stranger, You Have Falling In Love
You Have Falling In Love O Stranger,
O Stranger, You Have Falling In Love
Falling In Love…I’Ve Been Waiting For You,
Falling In Love…I’Ve Been Waiting For You

Tum Jo Kaho Saare Raasthey,
Mein Sitaaron Se Jag Maga Doon Ooo
Tum Jo Kaho Tumhaare Waaste ,
Moti Pyar Ke Mein Barsadoon
Le Ke Aa Gaya Hun Mein Yeh Fasaane;
Le Ke Aaya Hoon Mein Yeh Fasaane Yeah
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane

Shyam Hoti Hi Badthi Jaathi
Hai Dil Ki Bethaabiyan
Chup Sake Gi Na Ab Tumhaari
Na Meri Becheiniyan;
Jaane Kya Anjaam... Paya Daasthan...
Tum Hi To Ho Mere Neendhon Mein,
Mere Khwabon Mein Tum Hi Ho
Tum Hi To Ho Mere Sawaalon Mein,
Mere Jawaabon Mein Tum Hi Ho
Jaano Dil Mein Hoon Laaya Lutaane,
O Jaano Dil Mein Hoon Laaya Lutaane Yeah
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane






LOVER BOY WILL YOU.. Sung by Alisha Chinnai..




Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy
Khelu Khilono Se Phir Thodd Doon,
Ek Pal Miloon Agle Pal Choddoon
Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy

Zara Zara Bhi, Mujhko Kabhi,
Na Isq Ho Saka, Na Dil Kho Saka
Hosh Khone Ki, Aur Dil Lagaane Ki,
Hai Yeh Waade Puraane Zamaane Ki
Beetha Hua Kal Kyun Mein Yaad Karoon,
Chein Mein Kyun Barbaad Karoon

Nayi Shyam Hai, Nayi Raat Hai,
To Hone Do Jo Nayi Baath Hai
Zindagi Hai Abhi, Zindagi Hai Yahin,
Aur Iske Siva Zindagi Kuch Nahin
Jhoomlo Jeelo Jibhar Ke..,
Paaoge Kya Koi Ghum Kar Ke






MAUSAM ACHANAK.. Sung by Alka Yagnik, Shaan..




Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa.. Kehthi Hai Kya..
Kehthi Hai Tu Gaaye Ja...
Le Chaala Kahan Raastha...
Aa Chale Dekhe Zara..
In Phoolon Mein Aisi Khusboo Hai Kyun
Yeh Dil Ke Acche Hai Aur Kya Kahoon

Do Char Din Se Lagtha Hai Aise
Yeh Jo Zameen Hai, Kithni Haseen Hai
Swarg Agar Hai, To Bas Yahin Hai,
Yun Lagtha Hai Kyun
Jab Zindagi Mein, Har Pal Khushi Ho
Masti Mein Dooba Har Pal Koi Ho
To Sab Nazaare, Lagthe Hai Pyaare…
Hey Baath Hai Yun..
Kaliyon Mein Aathi Ye Narmi Hai Kyun,
Sharmili Hoti Hai Aur Kya Kahoon

Pedon Pe Chidiyan Kya Ga Rahe Hai
Kya Bol Hai Jo Dhohara Rahi Hai
Koi Baath Humko Samjha Rahi Hai Yun..
Lagtha Hai Kyun
Gaathi Yeh Chidiyan Bas Ithna Jaane
Jeene Ke Maane, Unche Udaane
Woh Chaahthi Hai, Hum Bhi Yeh Maane
Yeh.. Baath Hai Yun
Yeh Roshni Reshmi Si Hai Kyun
Shyam Hone Waali Hai Aur Kya Kahoon






MILO NA MILO.. Sung by Shaan..




Milo Na Milo Mein Milne Aoonga
Kaho Na Kaho, Kaho Na Kaho,
Mein Kaheta Jaoonga
Suno Na Suno, Suno Na Suno,
Mein To Sunaonga
Dil Kehtha Hai Kya
Mera Dil Yeh Tujhse Kahe,
Koi Doori Kab Tak Sahe,
Yeh Phasla Kyun Rahe,
Come In My Arms

Dekho Na Dekho Meri In Aankhon Mein,
Khwabon Ki Say Tasveere Hai
Jaano Na Jaano, Dono Ke Haathon Mein
Yaadon Ki Kuch Zanjeerein Hai
Chalo Na Chalo, Rasthey Bulaathey Hai
Chupo Na Chupo, Chupo Na Chupo
Kahin Dekhe Jaathey Hai
Mano Na Mano, Mano Na Mano,
Tumko Manathe Hai Mein Aur Meri Wafa

Mano Na Mano, Tumko Yeh Lagtha Hai
Mein Hoon Jaana Pehchana Sa
Bolo Na Bolo Nazron Se Banta Hai
Dheere Dheere Afsaana Sa
Koi Na Koi Rastha Nikalna Tha
Kabhi Na Kabhi, Kabhi Na Kabhi,
Ghum Ko Pighalna Tha
Kahin Na Kahin, Kahin Na Kahin,
Do Phool Khilna Tha
Lo Woh Khil Hi Gaya






SACH KEHNA.. Sung by Kunal Ganjawala..




Sach Kehna, Sach Kehna,
Sach Kehna, Sach Sach Kehna
Mujhe Dekh Ke Tumko Aisa
Lagtha Hai Ke Nahin
Ke Jab Tum Se Koi Kal Pyar Kare,
Jo Tum Se Kal Ikraar Kare
Woh Ya To Mere Jaisa Ho
Ya Mein Hoon ..
Haan Mein Hoon Ya Mein Hoon Haan Mein Hoon

Sach Kehna, Sach Kehna
Tumko Yeh Armaan Hai Ke Nahin,
Mil Jaaye Koi Tumko Kahin
Tumko Yeh Armaan Hai Ke Nahin,
Mil Jaaye Koi Tumko Kahin
Palke Jo Bichaaye Raahon Mein,
Phir Tumko Le Kar Baahon Mein
Dheere Se Kahe, Tum Meri Ho,
Mere Paas Raho, Mere Paas Raho

Sach Kehna, Sach Kehna
Tum Yeh Kaho Ya Tum Na Kahon,
Chaahathi Ho Koi Diwaana Ho
Tum Yeh Kaho Ya Tum Na Kahon,
Chaahathi Ho Koi Diwaana Ho
Jo Geet Tumhare Hi Gaaye
Jo Tum Ko Paake Kho Jaaye
Tumko Chaahe Bas Tumko Hi,
Tumko Dekhe Bas Tumko Hi






MEELON KA(Happy Version).. Sung by Kay Kay, Alka Yagnik..




Meelon Ka Jaise Tha Faasla,
Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya,
Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha

Mujhe Mera.. Junoon Aakhir,
Kahan Se Hai Kahan Laaya
Jise Khwabon Mein Tha Dekha,
Use Raahon Mein Hai Paaya
Ithna Na Chaaho, Yun Na Saraaho
Kal Milna Paaye, To Jaane Kya Ho
Kabhi Na Kehna...
Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum

Jo Tum Dekho To Dil Pighle,
Jo Dil Pighle Nazar Yeh Jhuke
Jhuki Nazrein To Tann Machle,
Jo Tann Machle Saansein Ruke
Pura Diwaana, Mein Ho Gaya Hoon,
Paaya Tumhein To Mein Kho Gaya Hoon
Kabhi Na Kehna...
Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum






MEELON KA(Sad Version).. Sung by Shaan..




Meelon Ka Jaise Tha Faasla,
Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya,
Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha

Mujhe Mera Junoon Aakhir,
Kahan Se Hai Kahan Laaya
Jise Khwabon Mein Tha Dekha,
Use Raahon Mein Hai Paaya
Paake Bhi Usko Agar Mein Na Paaoon,
To Kyun Jiyun Mein, Kyun Mar Na Jaoon
Kabhi Na Kehna,
Aisa Tum, Ab Tum Na Hona Gum






JAANE KAISI HAI(Happy Version).. Sung by Shaan..




Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story
Khwabon Jaisi Hai Teri Meri Yeh Love Story
Hairath Mein Hai Yeh Zindagi,
Kaisi Hai Yeh Diwaangi..

Tumse Pal Bhar Bhi Dil, Doori Sehna Saka
Phir Bhi Kya Jaane Kyun, Tumse Kehna Saka
Tu Hi To Hai Meri Manzil

Doori Ka Waqt Ho, Ya Waqt Ki Dooriyan
Do No Mita Na Sake, Kaisi Hai Yeh Dasthan.
Dil Jo Mange Hoga Haasil






JAANE KAISI HAI(Sad Version).. Sung by Shaan..




Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story,
Hairath Mein Hai Yeh Zindagi..
Maut Ya Zindagi, Jo Bhi Dewaar Ho...
Unse Bhi Na Ruke Aisa Jo Pyar Ho...
To Khuda Ka Pighle Ga Dil
Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story,


Khwabon Jaisi Hai Teri Meri Yeh Love Story

Wednesday, July 1, 2009

PARUGU.. Music by Mani Sharma..


PARUGU.. Sung by Ranjith, Lyrics by Sirivennela..


parugulu theyake pasidana
phalitham ledhani telisunna
nedaina repaina jarigedhe epudaina
ne gundello kurchunna guttantha
gamanisthu unna
vasthunna nene vasthunna
vaddanna vadilesthana

panimala nakedurochi paruvala uchu biginchi
padichache pichini penchi kattave nanu lakochi
kundelai kuppinchi andale guppinchi
indaka rappinchi pommanake nanu vidilinchi

ulikipade uhale sakshi
usurane upire saakshi
beduruthunna chupule sakshi
aduruthunna pedavule sakshi
nammale nalinakshi
nijamedho gurthinchi
ne pantham chalinchi
nene ne dikkanipinchi


MANAKANNA PODICHE.. Sung by Rahul Nambiar, Lyrics by Ananth Sriram..


ennenno uhale gundello unnayi
ninne urinchalani annayi
ennenno asale kallallo cherayi
ninne preminchalani ammayi
duram penchina kariginchanuga
kallem vesina kadilosthanuga
manakanna podiche monagade ledammo
prathi ganta koliche premikude radammo
mana cheyye padithe adi neke melammo
nanu nuve vidiche avakasam radammo

asalitta ne venta nenetta paddane
anukunte apsarasaina na gummamlokosthade
visigethi poyela oh bettu cheyodhe
chanuvisthe na chirunavve ne pedavullo untade
innallu bhulokamlo e mulo unnave
andistha akasanne antho intho preminchavante

alanati ramayya sandranne datade
balamaina varadhi katti seethanu itte pondade
mana madhya ne mounam sandramla nindinde
manase oh varadhi chesi nekika sontham avuthane
chandrudne chuttesthane chethullo pedathane
itta nuvvalochisthu kalannantha khali cheyodhe


NAMMAVEMO.. Sung by Saketh.. Lyrics by Ananth Sriram..


nammavemo gani andala yuvarani
nelapai valindhi na munde merisindi
anduke amantham na madi
akade ne sontham ayinadi
enduko prapancham annadi
ikade ilage natho undi
nijamga kallatho vinthaga manthramesindi
adedho mayalo nannila munchi vesindi

navvulu vendi banalai natukupothunte
chempalu kempu nanalai kanthini isthunte
chupulu thene daralai allukupothunte
rupam idu bharalai mundara nilichunte
aa soyaganni ne chudagane
oh rayilaga ayanu nene
adiga padamuni adugu veyamani
kadalaledhu telusa

vekuvalona akasam amenu cherindi
oh kshanamaina adharala ranguni immandi
vesavi papam chalivesi amenu vedindi
swasalalona thaladalchi jaliga kurchundi
aa andamantha na sonthamayithe
anandamaina vandellu nave
kalala thakidini manasu thaladika
vethiki chudu chelini


ELAGELAGA.. Sung by Kailash Kher, Saindhavi.. Lyrics by Ananth Sriram..


ella ma intikochi maya chesavu
ella nalopale ee gola penchavu
ella na darinitta marchivesavu
ella ne dariloki thesukochavu
pilla nelanti danne koruukunnanu
pilla aa mate nalo dachukunna
pilla nenintha kalam vechi unnanu
pilla aa chota ninne chusukunnanu

kalalo o roju brahma devudochadu
sariga na gundepai ne bomma gesadu
idhigo e pilla neke janta annadu
paruguna vellamantu thannu thannadu
kondalu dati konalu dati
puttalu dati gattulu dati
debbaki akada egiri paddanu
ne daggara paddanu
alla ne intikochi maya chesanu
alla nelopale ee gola penchanu
alla ne darinitta marchivesanu
alla na dariloki thesukochanu

epudo ma bamma nako mata cheppindi
evado valavesi nanne laguthadandhi
pove ne verridanni kadu annanu
kani nuvu mundukoste aguthunnanu
eppatikepudu emavuthadani
cheyani thappulu em chesthanani
niddara mani alochisthunna
ninnara thesthunna


CHAL CHAL.. Sung by Ranjith.. Lyrics by Chandrabose..


chal chal chalo chalre chal chalo
saradaga sagali chalo
chal chal chalo chalre chal chalo
varadalle pongali chalo
gira gira gira tirige nyjam
nilabadadika e nimusham
sala sala sala saage vegam
aagadu payanam
right now hey go re go re go

aru iravai ma chantigadi intiki
aru muppai ma banti restaurantki
aru nalabai atununchi imaxki
edintiki yaaduntano mari
kuduruga sthiramuga
rayalle vunnavante
labham leneledhu
kshanamuko sthalamulo
banthalle parigeduthunte
santoshale chudu(right now...)

surudiki chalavuntundandi rathriki
jabilliki kunukuntundhandi pagatiki
na vantiki alupe radhandi janmaki
na dhaarilo veluthunta paipaiki
gelavadam odadam
a rendu maatalakardham
chuddhamlevoi repu
brathukutho aadadam
repante labham ledoi
aarambhinchei nedu (right now...)


HRUDAYAM.. Sung by Hemachandra.. Lyrics by Sirivennela..


hrudhayam orchukolenidhi gaayam
ikapai thalachukoranidhi e nijam
pedavulu vidiraka niluvave kada dhaka
jeevamlo odhagave ontariga
lolo mugise mounamga ooo....

oohala lokamlo egaraku annave
thelani maikamlo padakani aapaave
itharula chirunavvullo nanu veliginchave prema
mari na kanupapallo nalupai nilichavemma
telavari tolikanthi neevo
balikoru panthaanivo
ani evarinadagali emani cheppali ooo....

vecchani oopariga velige sooridu
challani chupulatho deevenalisthadu
anthati dhuram vunte
bratikinche varamavuthaadu
chentaki cheraadante
chithimante avuthaadu
halaahalam naaku sontham
nuvu theesuko amrutham
anukunte a preme prema kaagaladha ooo....