Monday, July 13, 2009

LOVE STORY 2050.. Music by Anu Malik, Lyrics by Javed Akhtar..



AA GAYA HUN.. Sung by Kay Kay..




Falling In Love…
I’Ve Been Waiting For You
Aa Gaya Hun Mein Tumko Sunaane
Love Me Doobe Dil Ke Afsaane
Kuch Anokhi Anokhi Si Baathein,
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane
Aankhon Mein Hoon Laaya,
Mein Khwaab Suhaane
Hoton Pe Hoon Laaya,
Mastiyon Ke Nazaare Taraane;
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane

You Have Falling In Love O Stranger,
O Stranger, You Have Falling In Love
You Have Falling In Love O Stranger,
O Stranger, You Have Falling In Love
Falling In Love…I’Ve Been Waiting For You,
Falling In Love…I’Ve Been Waiting For You

Tum Jo Kaho Saare Raasthey,
Mein Sitaaron Se Jag Maga Doon Ooo
Tum Jo Kaho Tumhaare Waaste ,
Moti Pyar Ke Mein Barsadoon
Le Ke Aa Gaya Hun Mein Yeh Fasaane;
Le Ke Aaya Hoon Mein Yeh Fasaane Yeah
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane

Shyam Hoti Hi Badthi Jaathi
Hai Dil Ki Bethaabiyan
Chup Sake Gi Na Ab Tumhaari
Na Meri Becheiniyan;
Jaane Kya Anjaam... Paya Daasthan...
Tum Hi To Ho Mere Neendhon Mein,
Mere Khwabon Mein Tum Hi Ho
Tum Hi To Ho Mere Sawaalon Mein,
Mere Jawaabon Mein Tum Hi Ho
Jaano Dil Mein Hoon Laaya Lutaane,
O Jaano Dil Mein Hoon Laaya Lutaane Yeah
Aur Kuch Geet Jaane Anjaane






LOVER BOY WILL YOU.. Sung by Alisha Chinnai..




Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy
Khelu Khilono Se Phir Thodd Doon,
Ek Pal Miloon Agle Pal Choddoon
Hey You Lover Boy, Will You Be My Toy

Zara Zara Bhi, Mujhko Kabhi,
Na Isq Ho Saka, Na Dil Kho Saka
Hosh Khone Ki, Aur Dil Lagaane Ki,
Hai Yeh Waade Puraane Zamaane Ki
Beetha Hua Kal Kyun Mein Yaad Karoon,
Chein Mein Kyun Barbaad Karoon

Nayi Shyam Hai, Nayi Raat Hai,
To Hone Do Jo Nayi Baath Hai
Zindagi Hai Abhi, Zindagi Hai Yahin,
Aur Iske Siva Zindagi Kuch Nahin
Jhoomlo Jeelo Jibhar Ke..,
Paaoge Kya Koi Ghum Kar Ke






MAUSAM ACHANAK.. Sung by Alka Yagnik, Shaan..




Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun;
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa.. Kehthi Hai Kya..
Kehthi Hai Tu Gaaye Ja...
Le Chaala Kahan Raastha...
Aa Chale Dekhe Zara..
In Phoolon Mein Aisi Khusboo Hai Kyun
Yeh Dil Ke Acche Hai Aur Kya Kahoon

Do Char Din Se Lagtha Hai Aise
Yeh Jo Zameen Hai, Kithni Haseen Hai
Swarg Agar Hai, To Bas Yahin Hai,
Yun Lagtha Hai Kyun
Jab Zindagi Mein, Har Pal Khushi Ho
Masti Mein Dooba Har Pal Koi Ho
To Sab Nazaare, Lagthe Hai Pyaare…
Hey Baath Hai Yun..
Kaliyon Mein Aathi Ye Narmi Hai Kyun,
Sharmili Hoti Hai Aur Kya Kahoon

Pedon Pe Chidiyan Kya Ga Rahe Hai
Kya Bol Hai Jo Dhohara Rahi Hai
Koi Baath Humko Samjha Rahi Hai Yun..
Lagtha Hai Kyun
Gaathi Yeh Chidiyan Bas Ithna Jaane
Jeene Ke Maane, Unche Udaane
Woh Chaahthi Hai, Hum Bhi Yeh Maane
Yeh.. Baath Hai Yun
Yeh Roshni Reshmi Si Hai Kyun
Shyam Hone Waali Hai Aur Kya Kahoon






MILO NA MILO.. Sung by Shaan..




Milo Na Milo Mein Milne Aoonga
Kaho Na Kaho, Kaho Na Kaho,
Mein Kaheta Jaoonga
Suno Na Suno, Suno Na Suno,
Mein To Sunaonga
Dil Kehtha Hai Kya
Mera Dil Yeh Tujhse Kahe,
Koi Doori Kab Tak Sahe,
Yeh Phasla Kyun Rahe,
Come In My Arms

Dekho Na Dekho Meri In Aankhon Mein,
Khwabon Ki Say Tasveere Hai
Jaano Na Jaano, Dono Ke Haathon Mein
Yaadon Ki Kuch Zanjeerein Hai
Chalo Na Chalo, Rasthey Bulaathey Hai
Chupo Na Chupo, Chupo Na Chupo
Kahin Dekhe Jaathey Hai
Mano Na Mano, Mano Na Mano,
Tumko Manathe Hai Mein Aur Meri Wafa

Mano Na Mano, Tumko Yeh Lagtha Hai
Mein Hoon Jaana Pehchana Sa
Bolo Na Bolo Nazron Se Banta Hai
Dheere Dheere Afsaana Sa
Koi Na Koi Rastha Nikalna Tha
Kabhi Na Kabhi, Kabhi Na Kabhi,
Ghum Ko Pighalna Tha
Kahin Na Kahin, Kahin Na Kahin,
Do Phool Khilna Tha
Lo Woh Khil Hi Gaya






SACH KEHNA.. Sung by Kunal Ganjawala..




Sach Kehna, Sach Kehna,
Sach Kehna, Sach Sach Kehna
Mujhe Dekh Ke Tumko Aisa
Lagtha Hai Ke Nahin
Ke Jab Tum Se Koi Kal Pyar Kare,
Jo Tum Se Kal Ikraar Kare
Woh Ya To Mere Jaisa Ho
Ya Mein Hoon ..
Haan Mein Hoon Ya Mein Hoon Haan Mein Hoon

Sach Kehna, Sach Kehna
Tumko Yeh Armaan Hai Ke Nahin,
Mil Jaaye Koi Tumko Kahin
Tumko Yeh Armaan Hai Ke Nahin,
Mil Jaaye Koi Tumko Kahin
Palke Jo Bichaaye Raahon Mein,
Phir Tumko Le Kar Baahon Mein
Dheere Se Kahe, Tum Meri Ho,
Mere Paas Raho, Mere Paas Raho

Sach Kehna, Sach Kehna
Tum Yeh Kaho Ya Tum Na Kahon,
Chaahathi Ho Koi Diwaana Ho
Tum Yeh Kaho Ya Tum Na Kahon,
Chaahathi Ho Koi Diwaana Ho
Jo Geet Tumhare Hi Gaaye
Jo Tum Ko Paake Kho Jaaye
Tumko Chaahe Bas Tumko Hi,
Tumko Dekhe Bas Tumko Hi






MEELON KA(Happy Version).. Sung by Kay Kay, Alka Yagnik..




Meelon Ka Jaise Tha Faasla,
Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya,
Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha

Mujhe Mera.. Junoon Aakhir,
Kahan Se Hai Kahan Laaya
Jise Khwabon Mein Tha Dekha,
Use Raahon Mein Hai Paaya
Ithna Na Chaaho, Yun Na Saraaho
Kal Milna Paaye, To Jaane Kya Ho
Kabhi Na Kehna...
Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum

Jo Tum Dekho To Dil Pighle,
Jo Dil Pighle Nazar Yeh Jhuke
Jhuki Nazrein To Tann Machle,
Jo Tann Machle Saansein Ruke
Pura Diwaana, Mein Ho Gaya Hoon,
Paaya Tumhein To Mein Kho Gaya Hoon
Kabhi Na Kehna...
Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum






MEELON KA(Sad Version).. Sung by Shaan..




Meelon Ka Jaise Tha Faasla,
Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya,
Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha

Mujhe Mera Junoon Aakhir,
Kahan Se Hai Kahan Laaya
Jise Khwabon Mein Tha Dekha,
Use Raahon Mein Hai Paaya
Paake Bhi Usko Agar Mein Na Paaoon,
To Kyun Jiyun Mein, Kyun Mar Na Jaoon
Kabhi Na Kehna,
Aisa Tum, Ab Tum Na Hona Gum






JAANE KAISI HAI(Happy Version).. Sung by Shaan..




Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story
Khwabon Jaisi Hai Teri Meri Yeh Love Story
Hairath Mein Hai Yeh Zindagi,
Kaisi Hai Yeh Diwaangi..

Tumse Pal Bhar Bhi Dil, Doori Sehna Saka
Phir Bhi Kya Jaane Kyun, Tumse Kehna Saka
Tu Hi To Hai Meri Manzil

Doori Ka Waqt Ho, Ya Waqt Ki Dooriyan
Do No Mita Na Sake, Kaisi Hai Yeh Dasthan.
Dil Jo Mange Hoga Haasil






JAANE KAISI HAI(Sad Version).. Sung by Shaan..




Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story,
Hairath Mein Hai Yeh Zindagi..
Maut Ya Zindagi, Jo Bhi Dewaar Ho...
Unse Bhi Na Ruke Aisa Jo Pyar Ho...
To Khuda Ka Pighle Ga Dil
Jaane Kaisi Hai, Teri Meri Yeh Love Story,


Khwabon Jaisi Hai Teri Meri Yeh Love Story

No comments:

Post a Comment