Sunday, October 9, 2011

MERE BROTHER KI DULHAN.. Music by Sohail Sen.. Lyrics by Irshad Kamil..


MERE BROTHER KI DULHAN.. Sung by K.K, Krishna Beura..

Matrimonial si aankhein, sabko ab taake jhaakein
Matrimonial si aankhein, dhoondhe re chehre baanke
Sundar ho aur susheela, rang chaandi sa chamkeela
Degree bhi ho fashion bhi jaane
Ho Seeta jaise naari aur jaane duniya daari
Piya ko sab kuch hi woh maane
Dil se Dilli ho woh dhadkan se ho London
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan

Mohabbat ki ho woh Google
Jo dede har question ka hal
Nazar ke ek hi click se
Walk pe sunti ho gaane
Brother ko khush karna jaane
Jo sabke dil mein dua si basse
Model ho world best par mitti ho Indian
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan

Kaam mein jo na ho lazy
Ho jis mein 3G ki tezzi
Aur ho chhok si adaa
Relation samjhe jo ladki, rahe na ego mein badki
Jo laaye good luck hi good luck sadaa
Hai toh responsibility, phir bhi iss mein fun
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan


DHUNKI.. Sung by Neha Bhasin..

Oh malang hua dil yeh mera
Hey mast malang hua dil yeh mera
Ishq fikar da chadde palla
Maujein karta ho ke jhalla, jee ve
Ishq mein dilda hoya fakeeri
Maange sab ki khair sukhalla, jee ve
Gira deewarein, laga lalkaarein
Ishq di masti de vich sauvey te jaage
Dhunki dhunki dhunki laage -

Laadla dil ko har basher
Ishq da changa hai asar
Kar le khud se hi pyaar bandeya
Hai jahaan ki tujhko khabar
Khudse hai par tu bekhabar
Lai lai apni vi sasr bandeya

Tu hawa paani aag hai
Tu daga daani daag hai
Jo bhi chaave tu woh bann jaave re
Hai bana mera dil khuda
Hai khuda kab mujhse judaa
Khudko dhoonde toh usko paave re


CHOOMANTAR.. Sung by Benny Dayal, Aditi Singh Sharma..

Choomantar ho aaja chal gum ho jaaye
Choomantar ho khud se hi khud kho jaaye
Choomantar ho nazron mein hum na aaye
Dhoondhe jahan, hum bhi na jaane hum hai kahan
Choo le zameen se woh aasmaan
Chalo re lo re lo re o re, chalo re ro re

Are you ready for this, are you ready for this (what what)

Thodi si yaari yaara raahon se nibha lein
Apne pe bhi toh kabhi apni chala lein
Hum chale kahin, aawara ho kar naape zameen
Hum dhoondhe kahin, kuch aisa jo khoya hi nahin

Palkon ki daali pe jo sapne lagey hain
Khwaishon ki garmi se woh pakne lagey hain
Hmmm ruko zara, dekhein toh kya hai yeh maajra
Hmmm sabhi tarah khwaishon se hai yeh dil bhara


ISQ RISK.. Sung by Rahat Fateh Ali Khan..

Agle gaan ki khwaish, billo munni aur shum ki
Rampur, Merut aur Itaawa se
Sangeet hai Sohai Sen ka, bol hai doctor Irshad Kamil ke
Pesh karte hai, har aashiq ke dil ko kuredne waala gana
Kaisa yeh isq hai, ajab sa risk hai

Koi bole dariya hai (kaisa kaisa hai isq)
Koi maane sehra hai (kaisa kaisa hai isq)
Koi sone sa tole re, koi matti sa bole re
Koi bole ke chaandi ka hai chhura
Hota aise yeh mauke pe
Roka jaaye na roke se
Accha hota hai hota hai yeh bura
Kaisa yeh isq hai, ajab sa risk hai

Muskilon mein yeh yeh daale jo bhi chaahe kara le
badle yeh dilon ke faisle
Mann ka mauji, isq toh ji, albeli si raahon pe le chale
Koi peeche na aagey hai
Phir bhi jaane kyun bhaage hai
Maara isqe ka, isqe ka dil mera, dil mera
Isske uske yeh hisse mein
Tere mere yeh kisse mein
Maula seekhe bin, seehke bin de sikha

Naina laagey toh jaage bina dori ya dhaage
Bandhte hai do naina khwaab se
Na ataa ho, na pata ho, kore naino mein koi aa basse
Isska uska na isska hai
Jaane kitna hai kiska hai
Kaisi bhasha mein, bhasha mein hai likha, yeh isq yeh
Isake uske yeh hisse mein
Tere mere yeh kisse mein
Maula seekhe bin, seehke bih de sikha

MADHUBALA.. Sung by Ali Zafar, Shweta Pandit..

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya
Arrey haan

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya
Jo naa hai dikhta jaaye
Jo hai woh dikh naa paaye
Arrey aankhon ko yeh kya ho gaya
Ho bin chaabi khul jaaye masti ka taala
Chhori laagey joru chora lagey saala
Panghat pe naache
Haan panghat pe naache, naache re naache madhubala

Haan dil ke hain chakke choote chhokre
Latkon jhatkon se ab na rok re
Haan tu toh naino mein mere chaa raha
Chutti tujhko tu chaahe jo kare

Ab akal akeli bhatke re
Dil sadak sadak sar patke re
Yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya
Ab akal akeli bhatke re
Dil sadak sadak sar patke re
Yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya
Ho dil ne chaahat ka sikka aisa uchaala
Sabke gaalon pe lagey mujhko til kaala

Arrey oh bhaiyya raja, bajega tera baaja
Banega dulha raaja, tu aaja jogi aaja piya
Ho bin chaabi khul jaaye masti ka taala
Chhori lagey joru jora lagey saala


DO DHAARI TALWAR.. Sung by Shahid Mallya, Shweta Pandit..

Nain kataari aisi maari
Tann mann sulga, tadpan bhaari
Ishq lahoo ka, jab dil se utre
Dheere dheere chadhe khumaari

Khaali jaaye na tera vaar
Ho khaali jaaye na tera vaar
Naino se karti hai shikaar
Tu do dhaari talwaar yaar
Haan kaate toh karde rangdaar
Tu do dhaari talwaar yaar
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti si dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Ho teri taareefein karta mohalla re
Zaalim hai tera har singaar

Ho baar baar tera naksh naksh ho
raks raks mein jalwaa tu dikhaja
Ho aaja aaja mohabbat ki Whiskey pila
Ho dede chaahat ka tu sila

Haan taajo takhat main toh laakhon gira doon
Saare arash waale dharti pe laa doon
Main hoon husn mujhse bachke hi rehna
Main hi muqaddar bana doon mita doon
Tu kar na maana, mujhe apna bana
Ab aise tamasha bana na
Teri minnat karoon, teri khatir maroon
Tere darr ke siwa na thikaana
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Teri taareefein karta mohalla re
Ho baatein hai meri hathiyaar

Haan chaahat badi meri mehngi padegi
Naagin nazar yaar jab jab ladegi
Jee na sakoge tum marr na sakoge
Banke zehar yun mohabbat chadegi
Teri hasrat hui, meri aafat hui
Tere bin hoga ab na guzaara
Tere saare sitam, tere saare zulm
Haanji haanji mujhe hain gawara
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Teri taareefein karta mohalla re
Rehne de tu yeh takrar

No comments:

Post a Comment