BALAM
PICHKARI.. Sung by Shalmali
Kholgade, Vishal Dadlani.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Itna maza kyoon
aa raha hai
Toone hawa mein
bhaang milaaya
Dugna nasha
kyoon ho raha hai
Aankhon se
meetha toone khilaya
O teri malmal
ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal
kaise nawabi ho gayi
To Balam
Pichkaari joh toone mujhe maari
To seedhi
saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans
pehan ke jo toone mara thumka
To lattu
padosan ki bhabhi ho gayi
Teri kalai hai,
hatho mein aayi hai
Maine maroda to
lagti malayi hai
Mehanga padega
ye chaska malayi ka
Upwas karne
mein teri bhalaayi hai
Ho bindiya teri
mehtabi ho gayi
Dil ke armaanon
mein behisabi ho gayi
Ae kyoon no
vacancy ki hothon pe gaali hai
Jabki tere dil
ka kamra to khali hai
Mujhko pata hai
re, kya chahta hai tu
boli bhajan
teri, neeyat kawwali hai
Zulmi ye hazir
jawabi ho gayi
Tu to har taale
ki aaj chabhi ho gayi
BADTAMEEZ DIL..
Sung by Benny Dayal, Shefali
Alvares.. Lyrics by Amitabh
Bhattacharya..
Badtameezi ek
bimari hai, aisi bimari jo dheere dheere waqt ke sath budhape mein badal jati
hai. Main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata, thodi badtameezi hi kar lete
hain.
Paan me pudeena
dekhaa, naak ka nageena dekhaa
Chikni chameli
dekhi, chiknaa kaminaa dekhaa
Chand ne
cheater hoke cheat kiya
to sare tare
bole, gilli gili akka
Meri baat teri
baat
Zyada baatein
buri baat..
Thali mein
katora leke
Aalu-bhat,
puri-bhat
Mere peechhe
kisi ne repeat kiya to saala
Maine tere muh
pe mara mukka
Ispe bhoot koi
chadhaa hai, thaihrna jaane naa
Ab to Kyaa
buraa kyaa bhalaa hai, Fark pehchane naa
Zid pakad ke
khada hai kambakht, chhodna jane naa
Badtameez Dil,
badtameez dil, badtameez dil maane naa..
Ye jahaal hai,
sawaal hai, kamaal hai
Jaane naa,
jaane naa
Badtameez dil
badtameez dil, Badtameez dil..
Maane naa
Hawa mein
hawana dekha
Dheemka falana
dekha
Sing ka singada
khake
Sher ka gurrana
dekha
Poori duniya ka
gol gol chakkar le ke
Maine duniya ko
maara dhakka..
Bollywood
Hollywood
Very very jolly
good
Aee raai ke
pahad pahad pe
Teen foota
lilliput
Mere peechhe
kisi ne repeat kiya to saala
Maine tere munh
pe maara mukka
Ayyashi ke
runway se khud ko
Modna jaane na
Kambal bewajah
yeh sharam ka
Odhana jaane na
Zidd pakad ke
khada hai kambakht
Chhodna jaane
na..
KABIRA.. Sung by
Rekha Bharadwaj, Tochi Raina.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Kaisi teri
khudgarzi
Na dhoop chune
na chhanv
Kaise teri
khudgarzi
Kisi thor tike
na panv
Ban liya apna
paigambar
Tar liya sat
samandar
Phir bhi sookha
man ke andar
Kyoon rahega
Re Kabira maan
ja
Re fakeera,
maan ja
Aaja tujhko pukaarein
Teri
parchhaiyaan
Re Kabira maan
ja
Re fakeera,
maan ja
Aisa tu hai
mere mohi kaisa
Harjaaiyaa..
Tooti charpayi
mohi
Thandi puravayi
rasta dekhe
Doodhon ki
malayi mohi
Mitti ki
suraahi rasta dekhe
Kaisi teri
khudgarzi
Lab naam tera
mera mishri
Kaisi teri
khudgarzi
Tujhe preet
purani bisri
Mast maula,
mast kalander
Tu hawa ka ek
bawandar
Bujh ke yoon
andar hi andar
Kyoon reh
gaya..
SUBHANALLAH..
Sung by Sreeram Chandra,
Shilpa Rao.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Ek din kabhi jo
khud ko tarashe
Meri nazar se
tu zara
Haaye re
Aankhon se teri
kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaun
main zara
Haaye re
Ek ankahi si
daastaan daastan
Kehne lagega
aaina
Subhanallah
Jo ho raha hai
pehli dafa hai
Wallah, aisa
hua
Meri khaamoshi
se baatein chun lena
Unki dori se
taareefein bun lena
Kal nahi thi jo
aaj lagti hoon
Taareef meri
hai khaamakhan
Tohfa hai tera
mere ada
Ek din kabhi jo
khud ko pukaare
Meri zubaan se
tu zara
Haaye re
Tujhmein chhupi
si jo shaayari hai
Tujhko sunaun
main zara
Haaye re
Ye do dilo ka wasta
wasta..
Khul ke bataya
jaaye na
ILAHI.. Sung by
Mohit Chauhan, Arijit Singh.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Shaamein malang
si
Raatein surang
si
Baagi udaan pe
hi na jaane kyoon
Ilaahi mera jee
aaye aaye
Kal pe sawaal
hai
Jeena filhaal
hai
Khanabadoshiyon
pe hi jaane kyoon
Mera falsafa
Kandhe pe mera
Basta chala
main jahan
Le chala mujhe
rasta
Boondo pe nahin
Gehre samundar
pe
GHAGRA.. Sung
by Rekha Bharadwaj, Vishal Dadlani.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Ae saheban,
kadardan, meharban
Ae dil thaam ke
baithiye
Kyunki ab aapke
saamne tashreef la rahi hain
Agra ki azeem
fankara
Mallika e husn,
noor e nazar
Mohtarma,
mohini
Ladke, o re
ladke
Kahan se aaya
hai re tu
Pyaara hai re
shakal se
Akal ka maara
hai re tu
Haan jal gayi,
Haan jal gayi
Meri baaton se
tu jal gayi
Haan khal gayi,
tujhe khal gayi
Meri beparwahi
khal gayi
Mohtarma tu kis
khet ki mooli
Hai zara bata
TV pe breaking
news, hye re mera ghagra
Bagdad se leke
Dilli via Agra
Ghagra ghagra
tera ghagra ghagra tera
Ghagra Ghagra
via Agra
Main hawa, to
ud ja
Ghata, to mud
ja
Kali, kahan ki
Ada, ata ki
Bada besharam
hai tu to
Lakha hai bada
Ye kamar,
chhupa le
Nazar, ghuma le
Pata, main
poochhun
Umar, tu jaane
Dekho pairvi pe
kaise atka hai pada
Haan dhal gayi,
haan dhal gayi
Tu shaam ki
tarah dhal gayi
Haan khal gayi,
tujhe khal gayi
Meri beparwahi
khal gayi
Mohtarma tu kis
khet ki mooli
Hai zara bata
Bematlab ki
Bematlab ki bakwas tera ghagra
Bagdad ho ya ho
Delhi via Agra
Main nasha,
utar ja
Khata, sudhar
ja
Itar, main
soonghoon
Ghazal, main
gaun
Aese ban raha
hai jaise koi to tu hai
Main maza, main
chahoon
Saza, main
kaatoon
Raza, main
poochhoon
Jua, Ke kheloon
Hopeless hai tu
phir bhi thodi hope hai
Haan tal gayi,
haan tal gayi
Aafat ki tarah
tal gayi
Haan khal gayi,
tujhe khal gayi
Meri beparwahi
tujhe khal gayi
Mohtarma tu kis
khet ki mooli
Hai zara bata
Udti phirti
afwah tera ghagra
Bagdad ho ya
Delhi via Agra
DILLIWALI
GIRLFRIEND.. Sung by Arijit
Singh, Sunidhi Chauhan.. Lyrics by Kumaar..
Tere liye hi
toh signal tod taad ke
Aaya
dilliwali girlfriend chhod chhad ke
O teri ankh
da ishaara mujhe fraud lage
Tu toh Majnu
aawaara by God lage
O kasme waade
khake apni pocket money bacha ke
Aaya tere
liye paise waise jod jaad ke..
Ghar waalon
ko bhi bye-shye bol baal ke
Aaya
dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Tere liye hi
toh signal tod taad ke
Aaya Dilli
wali girlfriend chhod chhad ke
O what a
look, what a grace
Tenu hi karan
main chase
What a naksh
what a nain
Dil tera ho
gaya fan
What a smile,
what a style...
Kabhi soft,
kabhi rude kinna tera attitude
Teri galli
mein bhi aana start kar diya
Ik tere naam
apna heart kar diya
Karne laga
aankh matakka
Ab toh aashiq
ban gaya pakka
Aaj abhi
maine tera boycott kar diya
Teri saari
harqatein main toh note karu
Tujhe thaane
mein le jaake main report karu oye
Tu na kar
aise fight
Tera mood
main karu light
Tujhe scene
mein dikha ke golmaal ke
Naam tera hi
likhaya maine wedding card pe
Aaya dilliwali
girlfriend chhod chhad ke
KABIRA 2.. Sung by Arijit Singh, Harshdeep Kaur.. Lyrics by Amitabh Bhattacharya..
Banno re
banno meri chali sasuraal ko
Ankhiyon mein
paani de gayi
Duaa mein
meethi gud dhaani le gayi
Re Kabira
maan jaa
Re Faqeera
yun na ja
Aaja tujhko
pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira
maan ja
Re Faqeera
yun na ja
Kaisa tu hai
nirmohi kaisa harjaaiya
Tooti
chaarpai wohi thandi purvaai rasta dekhe
Doodhoon ki
malaai wohi
Mitti ki
suraahi rasta dekhe
Ho Doodhoon
ki malaai wohi
Mitti ki
suraahi rasta dekhe
Gudiya ri
gudiya tera gudda perdesiya
Jodi aasmani
ho gayi
Shagun pe
dekho shaad maani ho gayi
No comments:
Post a Comment