Sunday, October 9, 2011

BODYGUARD.. Music by Himesh Reshammiya.. Lyrics by Shabbir Ahmed..


Bodyguard.. Sung by Band of Power, Salman Khan..

Aye woh Eid pe picture aa reli hai na
Kaun si?
Bodyguard
Uska title song ek dum faadu hai
Accha hero kaun hai uska
Teri, arrey

Bodyguard, bodyguard
Mujh par ek ehsaan karna
Ki mujh par koi ehsaan na karna

Feel the heat
Feel the kick
Feel the power
Feel the punch

Aao ji, baou ji
Dil se dil milao ji
Aa gaya hai dekho bodyguard
Sab se hot, sab se hard
Jo bura uski waat
Aa gaya hai dekho bodyguard
Sabki aan, sabki shaan
Sab ka ek bhaijaan
Aa gaya hai dekho bodyguard
Yeh mitaane aaya paap
Yeh toh hai ji sabka baap
Aa gaya hai dekho bodyguard

Laakhon dil ki dhadkan, saccha hai yeh Indian
Aa gaya hai dekho bodyguard
Baazoon mein hai iss ke dum
Iske aagey sab hai kum
Aa gaya hai dekho bodyguard
Tha bus tumhara intezar
Aaya re aaya bodyguard


I Love You.. Sung by Ash King, Clinton Cerejo..

Dil ka yeh kya raaz hai, jaane kya kar gaye
Jaise andhero mein tum, chaandni bhar gaye
Kare chaand taaron ko, mashoor itna kyun
Kambakht inn se bhi khoobsurat hai tu

I love you, tu ru ru

Din bhar kare baatein hum, phir bhi lagey baatein adhoori aaj kal
Mann ki dehleezon pe koi aaye na, bas tum zaroori aaj kal
Abhr main hoon, tu aasmaan hai
Paas hai tu, par kahaan hai
Zidd meri tu nahin, meri aadat hai tu

Kabhi kabhi main khud se hoon yeh poochta
Main tere kaabil bhi hoon kya
Itna toh mujhe hai maloom mil ke tujhe
Behtar main insaan bann gaya
Thoda thoda, tujhse seekha
Pyaar karne ka tareeka
Dil ke khuda ki mujhpe inaayat hai tu
I love you .. I love you ..


Desi Beat.. Sung by Mika Singh, Amrita Kak..

Main utar aaya ji ishq de akhaade, baja de desi beat dholiya
Le jaunga main tenu din dahaade, baja de desi beat dholiya
Tere naina maare goliyaan

Teri aankhein lovely lovely, palkein hai sharaara ve
Kar de tu order mainu, laaun band baja ve
Tu hai meri heer kudiye, main haan tera ranjha ve
Duniya ko chhodke, saadi gali aaja ve
Dil ki galiyan, dil ki yaari
Aasaan nahin hai saanjhedaari
Main toh chain vain sab haari

Karunga main elaan seena phaade, baja de desi beat dholiya

Turn the track you got the desi beat
The beats been loud get on your feet
Better keep the music popping, gotta feel the heat
Put your hands in the air if you down with me

Jo haal tera yaara, wahi haal mera ve
Meri jindari teh mundeya, tera hi basera ve
Mann gayi main tenu channa, ki hai tera jigra ve
Choodiyan de utte maahi naam likhan tera ve
Tere naino vich hai khona, kaisa kiya hai jaadu tona
Dil toh chaahe tera hona
Apni ghodi saari duniya nu pachhade, baja de desi beat dholiya

Teri Meri.. Sung by Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal..

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka, ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Tumse dil jo lagaya, toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun, meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqeeqat mein usse todna tha

Ik dooje se hue judaa, jab ik dooje ke liye bane

Teri meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai, har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye

Saara din bit jaaye, saari raat jagaaye
Bas khayal tumhara, lamha lamha tadpaaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmeyaan jo hai saare

MAUSAM.. Music by Pritam.. Lyrics by Irshad Kamil


Aag Lage Us Aag Ko.. Sung by Karsan Sargathia..

Aag lage us aag ko, mann bhi tarjo bale
Har din bale, pal chin bale
Par teri yaad na jale
Hua halaal
O hua halaal
O jag bala, haye jag bala

Thode se bhi na chhute
Phir bhi takdeerein
Phir akadpan teer chale, chal chalti lakeerein
Hati si hatt ti na yeh tadpan bin tere
Dajj dajj laakh meri de rang samele
Rangeele rang rasiya mere
Sabhi thay mere rang sang tere

Aise naubat har ik hasrat
Aur mohabbat khaak hui
Meethi meethi bann thi, bann bann meethi thi
Saari izzat laakh hui
Utra mukhda dil ka tukda
Zulge aag laga daale
O woh naina binka jalke
Ho gaye koi layze kaale


Ik Tu Hi Tu Hi.. Sung by Hans Raj Hans..

Tera shehar jo peeche chhoot raha
Kuch andar andar toot raha
Hairaan hain mere do naina
Yeh jharna kahan se phoot raha

Jab jab chaaha tune rajj ke rulaaya
Jab jab chaaha tune khul ke hasaaya
Jab jab chaaha tune khud mein milaaya
Ik tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi

Mainda toh hai, rab kho gaya
Mainda toh hai haye, sab kho gaya
Teriyan mohabbatan ne lutt putt saaya
Teriyan mohabbatan ne sacheya sataaya
Khaali hath modhi naa tu, khaali hath aaya

Kaanch pe chalna aanch mein jalna
Jitne bhi dard hai maaye seh na sake yeh jindari
Zehar ko pee ke, sooli pe jee ke
Nikle jo dum kabhi toh inn dardo se chhote jindari
Yun waqt kate meri jaan kate,
armaan sabhi tukdon mein bante
Kaanch pe chalna aanch mein jalna
Jitne bhi dard hai maaye seh na sake yeh jindari
Teriyan judaaiyan aggey dukh saare chhote
Teriyan judaaiyan aggey sukh saare khote
Pal pal hote mere dil de totey
Mainda toh hai, rab kho gaya

Dil ki gaagar se saat sagar se chhalke hai toh kyon yeh
Paancho dariya bhi hairaan ho gaye
Saaz tann mann ke, sone se khanke
Saath mere tha jab mera, ab toh yeh veeran ho gaye
Tere gham ko mitawaan, kaise tujhko bhulawan
Kaise lagiya nibhawa, kaise bhichde ko paawan kaise
Dil ki gaagar se saat sagar se chhalke hai toh kyon yeh
Paancho dariya bhi hairaan ho gaye
Teriyan mohabbatan ne haqq bhi diye hain
Teriyan mohabbatan ne dukh bhi diye hain
Tere bina lakh vaari marr ke jiye hain


Mallo Malli.. Sung by Tochi Raina, Hard Kaur..

Let's go
This beat, don't stop
Yes we yes we make it hot
This beat, don't stop
Rewind to the very top
Let's go, you know

Ab tod tana bana, le naal tujhko jaana, asmaan se pare
Ab ishq mein marr jaana, ab na toh hai thikaana, asmaan se pare
Chaahe dil jithe chaahe dil haar de
Rahi mallo mallo mallo malli naal yaar de

Do lafzon mein mera zamana toh dekh simat ta yun
kar yaar mohabbat taar mujhe ho tera hi dedaar mujhe
Do lafzon mein mera zamana toh dekh simat ta yun
Pehla lafaz toh yaara tu hai jiska, dujha lafaz main hoon
Tere sang patjhad bhi din bahaar de

Kaise kahoon tu itne baras kyun mil na mujhe paya
Khud se gila hai yaara mujhe hi na dhoondna aaya
Tedhe medhe raste hain sansaar de


Poore Se Zara Sa Kam Hain.. Sung by Rashid Khan..

Poore se zara sa kam hain
Tera mera hona toh hai
Teri meri hone se
Tu fiza hamari hum mausam hain
Tu nadi hai, kinara tera hum hain
Adara tera hum hain
Bin tere hum toh poore se zara sa kam hain

Tere bin paana kya hai
Tere bin khona kya
Tu mera maseeha tu hi meharam hai
Tu nazar hai
Nazara tera hum hain
Ishaara tera hum hain
Bin tere hum toh poore se zara sa kam hain


Rabba Main Toh Mar Gaya Oye.. Sung by Shahid Malliya..

Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Aankhon aankhon mein woh lakhon gallan kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye

Ab dil chaahe khamoshi ke honthon pe main likh doon
Pyaari si baatein kayi
Ho kuch pal mere naam kare woh, main bhi uske naam pe
Likhoon mulakaatein kayi
Ho pehli hi takni mein bann gayi jaan pe
Naina waina uske mere dil pe chapeh
Ab jaaun kahan pe, dil ruka hai wahaan pe
Jahaan dekh ke mujhe woh aagey badh gaya oye

Mausam ke azaad parinday, haathon mein hai uske
Ya woh bahaaron si hai
Sardi ki woh dhoop ke jaisi, garmi ki shaam hai
Pehli puhaaron si hai
Mera pyaar ka mausam bhi hai, lagey meri mehram bhi hai
Jaane kya kya do aankhon mein main padh gaya oye


Sajh Dhaj Ke.. Sung by Mika Singh, Pankaj Kapoor..

Aaya laadiye ni tera sehreyan wala vyavan aaya
Aaya te sada rang laya laadiye ni tera sehreyan wala vyavan aaya

O o bole angrezi munda, o karda tezi munda
Lagata woh tie-shie, hai very hi-fi
O bole village ko ganda, o pagla hai yeh banda
Hai bhoola woh desi taane, te gaaye English gaane
Aata jaata nusk nikaale, kaam dhaam ka naam
Aata jaata nusk nikaale, kaam dhaam ka naam
Paar samundar jaake usne itna hi jaana
Ke sajh dhaj ke tashn mein rehna
Te bann than ke jashn mein rehna

Ho assi aan padosiyan de kunde-shundey khol ke
Tip-top rehnda dekho, hello hi bol ke

Ho assi aan padosiyan de kunde-shundey khol ke
Tip-top rehnda dekho, hello hi bol ke
O peepdiyon pe naache sunte bol na woh dhol ke
(ho dhol ke, haan dhol ke, hoye)
O disco seekha bhool gaya hai woh bhangra paana
Haye disco seekha bhool gaya hai woh bhangra paana

Haye sohniyan te mohniyan vi, gabru jawan vi
Haaniyan ko mil jaani, yenhi koi jaan vi
O thodi khaas adaa hai apni, te vakhri hai shaan vi
Ho pyaar ka pecha apne aap hi apna pai jaana
Sarsidiyaan khasama nu khaaniyan, marrjaaniyan jaa, hurr

Kik lik li di , pagg mere veer di
Dupatta mere bhai da, pind mo jamai da

MERE BROTHER KI DULHAN.. Music by Sohail Sen.. Lyrics by Irshad Kamil..


MERE BROTHER KI DULHAN.. Sung by K.K, Krishna Beura..

Matrimonial si aankhein, sabko ab taake jhaakein
Matrimonial si aankhein, dhoondhe re chehre baanke
Sundar ho aur susheela, rang chaandi sa chamkeela
Degree bhi ho fashion bhi jaane
Ho Seeta jaise naari aur jaane duniya daari
Piya ko sab kuch hi woh maane
Dil se Dilli ho woh dhadkan se ho London
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan

Mohabbat ki ho woh Google
Jo dede har question ka hal
Nazar ke ek hi click se
Walk pe sunti ho gaane
Brother ko khush karna jaane
Jo sabke dil mein dua si basse
Model ho world best par mitti ho Indian
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan

Kaam mein jo na ho lazy
Ho jis mein 3G ki tezzi
Aur ho chhok si adaa
Relation samjhe jo ladki, rahe na ego mein badki
Jo laaye good luck hi good luck sadaa
Hai toh responsibility, phir bhi iss mein fun
Dhoondu mein dhoondu, mere brother ki dulhan


DHUNKI.. Sung by Neha Bhasin..

Oh malang hua dil yeh mera
Hey mast malang hua dil yeh mera
Ishq fikar da chadde palla
Maujein karta ho ke jhalla, jee ve
Ishq mein dilda hoya fakeeri
Maange sab ki khair sukhalla, jee ve
Gira deewarein, laga lalkaarein
Ishq di masti de vich sauvey te jaage
Dhunki dhunki dhunki laage -

Laadla dil ko har basher
Ishq da changa hai asar
Kar le khud se hi pyaar bandeya
Hai jahaan ki tujhko khabar
Khudse hai par tu bekhabar
Lai lai apni vi sasr bandeya

Tu hawa paani aag hai
Tu daga daani daag hai
Jo bhi chaave tu woh bann jaave re
Hai bana mera dil khuda
Hai khuda kab mujhse judaa
Khudko dhoonde toh usko paave re


CHOOMANTAR.. Sung by Benny Dayal, Aditi Singh Sharma..

Choomantar ho aaja chal gum ho jaaye
Choomantar ho khud se hi khud kho jaaye
Choomantar ho nazron mein hum na aaye
Dhoondhe jahan, hum bhi na jaane hum hai kahan
Choo le zameen se woh aasmaan
Chalo re lo re lo re o re, chalo re ro re

Are you ready for this, are you ready for this (what what)

Thodi si yaari yaara raahon se nibha lein
Apne pe bhi toh kabhi apni chala lein
Hum chale kahin, aawara ho kar naape zameen
Hum dhoondhe kahin, kuch aisa jo khoya hi nahin

Palkon ki daali pe jo sapne lagey hain
Khwaishon ki garmi se woh pakne lagey hain
Hmmm ruko zara, dekhein toh kya hai yeh maajra
Hmmm sabhi tarah khwaishon se hai yeh dil bhara


ISQ RISK.. Sung by Rahat Fateh Ali Khan..

Agle gaan ki khwaish, billo munni aur shum ki
Rampur, Merut aur Itaawa se
Sangeet hai Sohai Sen ka, bol hai doctor Irshad Kamil ke
Pesh karte hai, har aashiq ke dil ko kuredne waala gana
Kaisa yeh isq hai, ajab sa risk hai

Koi bole dariya hai (kaisa kaisa hai isq)
Koi maane sehra hai (kaisa kaisa hai isq)
Koi sone sa tole re, koi matti sa bole re
Koi bole ke chaandi ka hai chhura
Hota aise yeh mauke pe
Roka jaaye na roke se
Accha hota hai hota hai yeh bura
Kaisa yeh isq hai, ajab sa risk hai

Muskilon mein yeh yeh daale jo bhi chaahe kara le
badle yeh dilon ke faisle
Mann ka mauji, isq toh ji, albeli si raahon pe le chale
Koi peeche na aagey hai
Phir bhi jaane kyun bhaage hai
Maara isqe ka, isqe ka dil mera, dil mera
Isske uske yeh hisse mein
Tere mere yeh kisse mein
Maula seekhe bin, seehke bin de sikha

Naina laagey toh jaage bina dori ya dhaage
Bandhte hai do naina khwaab se
Na ataa ho, na pata ho, kore naino mein koi aa basse
Isska uska na isska hai
Jaane kitna hai kiska hai
Kaisi bhasha mein, bhasha mein hai likha, yeh isq yeh
Isake uske yeh hisse mein
Tere mere yeh kisse mein
Maula seekhe bin, seehke bih de sikha

MADHUBALA.. Sung by Ali Zafar, Shweta Pandit..

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya
Arrey haan

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya

Sar ghoome chakkar khaaye
Dil dil se takkar khaaye
Arrey main khoya ke tu kho gaya
Jo naa hai dikhta jaaye
Jo hai woh dikh naa paaye
Arrey aankhon ko yeh kya ho gaya
Ho bin chaabi khul jaaye masti ka taala
Chhori laagey joru chora lagey saala
Panghat pe naache
Haan panghat pe naache, naache re naache madhubala

Haan dil ke hain chakke choote chhokre
Latkon jhatkon se ab na rok re
Haan tu toh naino mein mere chaa raha
Chutti tujhko tu chaahe jo kare

Ab akal akeli bhatke re
Dil sadak sadak sar patke re
Yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya
Ab akal akeli bhatke re
Dil sadak sadak sar patke re
Yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya
Ho dil ne chaahat ka sikka aisa uchaala
Sabke gaalon pe lagey mujhko til kaala

Arrey oh bhaiyya raja, bajega tera baaja
Banega dulha raaja, tu aaja jogi aaja piya
Ho bin chaabi khul jaaye masti ka taala
Chhori lagey joru jora lagey saala


DO DHAARI TALWAR.. Sung by Shahid Mallya, Shweta Pandit..

Nain kataari aisi maari
Tann mann sulga, tadpan bhaari
Ishq lahoo ka, jab dil se utre
Dheere dheere chadhe khumaari

Khaali jaaye na tera vaar
Ho khaali jaaye na tera vaar
Naino se karti hai shikaar
Tu do dhaari talwaar yaar
Haan kaate toh karde rangdaar
Tu do dhaari talwaar yaar
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti si dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Ho teri taareefein karta mohalla re
Zaalim hai tera har singaar

Ho baar baar tera naksh naksh ho
raks raks mein jalwaa tu dikhaja
Ho aaja aaja mohabbat ki Whiskey pila
Ho dede chaahat ka tu sila

Haan taajo takhat main toh laakhon gira doon
Saare arash waale dharti pe laa doon
Main hoon husn mujhse bachke hi rehna
Main hi muqaddar bana doon mita doon
Tu kar na maana, mujhe apna bana
Ab aise tamasha bana na
Teri minnat karoon, teri khatir maroon
Tere darr ke siwa na thikaana
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Teri taareefein karta mohalla re
Ho baatein hai meri hathiyaar

Haan chaahat badi meri mehngi padegi
Naagin nazar yaar jab jab ladegi
Jee na sakoge tum marr na sakoge
Banke zehar yun mohabbat chadegi
Teri hasrat hui, meri aafat hui
Tere bin hoga ab na guzaara
Tere saare sitam, tere saare zulm
Haanji haanji mujhe hain gawara
Tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
Jaise garmi ki ho tapti dopehari re
Haule se tu kare dil pe halla re
Teri taareefein karta mohalla re
Rehne de tu yeh takrar