Sunday, March 1, 2009

Sunidhi..queen of husky tunes


Sunidhi Chauhan
born August 14, 1983 is an Indian playback singer,
best known for her Bollywood songs.

* Happy New Year (Kuruvi)
* Shalala(Ghilli)
* Vallava Ennai (Vallavan)

* Ya Ali (Aap Ka Suroor)

* Khulam Khula Pyar Karen (Road)

* Dekh Le (Munna Bhai MBBS)

* Dhadak Dhadak (Bunty Aur Babli)

* Hey Shona (Ta Ra Rum Pum)

* Bhaage Re Mann (Chameli)

* Mehboob Mere (Fiza)

* Ek Ajnabee (Ek Ajnabee)

* Deedar De (Dus)

* Dhoom Machale (Dhoom)

* Aisa Jadoo (Khakee)

* Le Chale (My Brother Nikhil)
* Sajna Ve Sajna (Chameli)

* Right Here Right Now (Bluffmaster)

* Kaisi Paheli Zindagaani (Parineeta)

* Ishq Samundar (Kaante)

* Crazy Kiya Re (Dhoom 2)

* Ek Din Fursat (Zindaggi Rocks)

* Beedi Jalaile (Omkara)

* Tere Ishq Me (Supari)
* Pyaar Ki Ek Kahani (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)

* Dil Mein Jagi Dhadkan Aise(Sur)

* Cash Meri Aankhon Mein (Cash)

* Sajnaji Vari Vari (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)

* Pyaar ki yeh kahani suno (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)

* Aaja Nachle (Aaja Nachle)

* Hum To Aise Hain Bhaiyya (Laaga Chunari Mein Daag)

* Chhaliya (Tashan)

* Race saanson Ki (Race)
* Lucky Boy (Bachna Ae Haseeno)

* Shut Up and Bounce (Dostana)

* Desi Girl (Dostana)

* Maa Da Laadla -Remix (Dostana)

* Kar Le Baby Dance Wance (Hello)

* Dance Pe Chance(Rab Ne Bana Di Jodi)

* Gazab(Aa Dekhen Zara)


Achievements..



* 2000 - Filmfare R.D. Burman Award for New Music Talent
* 2001 - R. D. Burman award for most promising newcomer

* 2004 - Star Screen Award Best Female Playback - Sajna Ve Sajna for Chameli
* 2005 - IIFA Awards Female Best Playback Singer - Dhoom Machale for Dhoom

* 2005 - Zee Cine Award Best Playback Singer - Female -Dhoom Machale for Dhoom

* 2006 - Star Screen Award Best Female Playback Singer- Beedi for Omkara
* 2007- Filmfare Award Best Female Playback Singer- Beedi for Omkara

2007 - IIFA Award Best Female Playback Singer - Beedi for Omkara


Bhage re man.. Music by Sandesh Shandilya, Lyrics by Irshad Kamil..
Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin -2
koyi rokle yahin

Bhaage re mann kahin, aage re mann chala,
jaane kidhar jaanu na -2


Ho chale thhandi hawa ho sang mann bhi gaya

Dhhundhhu main kahaan usko, batlaaye koyi mujhko

Ke haan haan haan re


Haan haaye aisa sama hmm phir hoga kahaan

Jee loon main isse khulke, saawan bhi zara khulke

Arre sun sun sun


Dhoom Machale.. Music by Pritham, Lyrics by Sameer..

Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le
Ishq ishq mein jee le mar le Ishq ishq na ho dobaara
Ishq hi to zindagi hai
Ishq hi to har khushi hai Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4


(Hota hai kya ishq hota hai kya
Deewaanon se poochh le
Yeh machalte hain kyoon
Hanske jalte hain kyoon Parwaanon se poochh le) - 2
Ishq ke din chaar pyaare
Ishq ho ek baar pyaare
Ishq ki parchhaaiyon ko choom

Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4

(Tanha koi kabhi jee na sake
Sab ko yahan hai pata
Bekhabar ajnabi mere dil ne jo ki
Tu bhi kar le haseen voh khata) -2
Ishq mein har pal maza hai
Ishq dhadkan ka nasha hai
Ishq ki galiyon mein aake ghoom

Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -4


Crazy kiya re.. Music by Pritham, Lyrics by Sameer

chori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaa kiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,

uski yaadon mein, uske khwaabon mein jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re


naa usko pataa, naa uski khataa
main uspe mar gayi, zaraa usko bataa,
dheere dheere ikraar mein,
kabhi kabhi intezaar mein ,
uske hi pyaar mein jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re


main yahaan bhi gayi, main wahaan bhi gayi,
sochaa pal pal use, main jahaan bhi gayi
din ho yaa raat ho
woh mere saath ho
jab uski baat ho jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re


Beedi jalaile.. Music by Vishal Bharadwaj, Lyrics by Gulzar

na gilaaf, na lihaaf
(na gilaaf, na lihaaf thandi hawa bhi khilaaf sasuri) - 2
ho itni sardi hai kisika lihaaf lehi leh
ho jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh - 2
(beedi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai) - 2

tu aana nigaari alag se piya aah aa tu aana nigaari alag se piya,
ke duniya badi dhank hai


na kasoor, na fatoor
na kasoor, na fatoor,
bina juraam ke hajoor maar gaye, ho maar gaye

ho aise ik din duphari bula liyo re
bandh ghungroo kachehri lagaliyo re
bulaayliyo re, bulaayliyo re dupehri

lagaayilo re, lagaayilo re kachehri
angeethi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai


ho na toh chakkuon ki dhaar, ho na daraati na kataar - 2

aisa kaate ke daat ka nisaan chhod de

ke katayi toh koi bhi kisaan jod de

o aise jaalim ka jod de re makaan jod de,
re bilo...
jaaalim ka jod de makaan jod de
aise jaalim ka, o aise jaaalim ka,
aise jaaalim ka jod de makaan jod de
na bulaaya, na bataaya
na bulaaya, na bataaya,
maane neend se jagaya, haay re

aise chonkele haath mein naseeb aa gaya

woh ilaychi khilayike kareeb aa gaya

koyila jalayile jigar se piya, jigarma, aag hai


Chaliya chaliya.. Music by Vishal-Shekar, Lyrics by Anvita Dutt

Nasheela Nasheela Tera Naina

Cho Raile Humra Chaina

Ab Humre Dil Mein Rehna-2


Chhaliya Chhaliya Chhaliya
Ruh Churalo Mein Hu Aisi Chhaliya
Chhaliya Chhaliya Ohhh Chhaliya Haath Na Aao Mein Hu Aisi Chhaliya
Oos Lehar Hu, Dhoop Sehar Hu

pak Mehar Hu
Bach Ke Jayega Kahan
(Na Lada Na Lada Tu Ankh Na Lada

Don’t Look At Me Like That Mahi

Na Lada Na Lada Tu Ankh Na Lada

Don’t Look At Me Like That Boy) — (2)


Raat Hun, Taaro Mein Mil Jaoo

Har Mod Pe Mein Aaho Ki Bahon Mein Khil Jaoo

Chal Hun, Tujpe Mein Chal Jaoo

Tu Na Janega Kab Baazi Mein Dhoke Se Maar Jaoo

Bhikhre Dil Ka Mein Haal Hun
Aur Gulib Ka Mein Khayal Hun
Mein Noor Hun, Mein Hoor Hun

Bach Ke Jayega Kahan


Raaz Hun, Hoton Ko Sil Jaoo

Tere Hatoon Se Me Reth Banke Phisal Jaoo

Boond Hun, Tujhpe Baras Jaoo

Jo Na Buje, Woh Pyaas Banke Mein Tarsaoo

Chalki Pehali Chaal Hun
Mein Sulja Ulja Jaal Hun
Im The Noor, Im The Hoor

Tu Jayega Kahan

No comments:

Post a Comment