Saturday, November 5, 2011

Poetry - 14


Khoj ke dekho apne dil mein
Kahin gehri chupi hogi meri dastan
jaga ke dekho us samundar ke dariya ko
tabhi pehchai hogi usne hamari rishta

nahin janthi hun kyun yeh lagtha hai
baithe hi rahun teri bagal mein
nahin yeh bhi khabar kaisi asani se
baatein behti hi rehti hamari mulakaton mein

teri khamoshi bhi kabhi kitni kehti hai
ankhon mein samake meri paas hone ki khushiyan
na jane kyun tere dil se sunayi dethi hai
aaj bhi mujhse baat karne ki tamanna

to dher na karo mere saathiyaan
phir baaton mein bhul jani hai duniya

No comments:

Post a Comment