Sunday, March 1, 2009
Sunidhi..queen of husky tunes
Sunidhi Chauhan
born August 14, 1983 is an Indian playback singer,
best known for her Bollywood songs.
* Happy New Year (Kuruvi)
* Shalala(Ghilli)
* Vallava Ennai (Vallavan)
* Ya Ali (Aap Ka Suroor)
* Khulam Khula Pyar Karen (Road)
* Dekh Le (Munna Bhai MBBS)
* Dhadak Dhadak (Bunty Aur Babli)
* Hey Shona (Ta Ra Rum Pum)
* Bhaage Re Mann (Chameli)
* Mehboob Mere (Fiza)
* Ek Ajnabee (Ek Ajnabee)
* Deedar De (Dus)
* Dhoom Machale (Dhoom)
* Aisa Jadoo (Khakee)
* Le Chale (My Brother Nikhil)
* Sajna Ve Sajna (Chameli)
* Right Here Right Now (Bluffmaster)
* Kaisi Paheli Zindagaani (Parineeta)
* Ishq Samundar (Kaante)
* Crazy Kiya Re (Dhoom 2)
* Ek Din Fursat (Zindaggi Rocks)
* Beedi Jalaile (Omkara)
* Tere Ishq Me (Supari)
* Pyaar Ki Ek Kahani (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)
* Dil Mein Jagi Dhadkan Aise(Sur)
* Cash Meri Aankhon Mein (Cash)
* Sajnaji Vari Vari (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)
* Pyaar ki yeh kahani suno (Honeymoon Travels Pvt. Ltd.)
* Aaja Nachle (Aaja Nachle)
* Hum To Aise Hain Bhaiyya (Laaga Chunari Mein Daag)
* Chhaliya (Tashan)
* Race saanson Ki (Race)
* Lucky Boy (Bachna Ae Haseeno)
* Shut Up and Bounce (Dostana)
* Desi Girl (Dostana)
* Maa Da Laadla -Remix (Dostana)
* Kar Le Baby Dance Wance (Hello)
* Dance Pe Chance(Rab Ne Bana Di Jodi)
* Gazab(Aa Dekhen Zara)
Achievements..
* 2000 - Filmfare R.D. Burman Award for New Music Talent
* 2001 - R. D. Burman award for most promising newcomer
* 2004 - Star Screen Award Best Female Playback - Sajna Ve Sajna for Chameli
* 2005 - IIFA Awards Female Best Playback Singer - Dhoom Machale for Dhoom
* 2005 - Zee Cine Award Best Playback Singer - Female -Dhoom Machale for Dhoom
* 2006 - Star Screen Award Best Female Playback Singer- Beedi for Omkara
* 2007- Filmfare Award Best Female Playback Singer- Beedi for Omkara
2007 - IIFA Award Best Female Playback Singer - Beedi for Omkara
Bhage re man.. Music by Sandesh Shandilya, Lyrics by Irshad Kamil..
Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin -2
koyi rokle yahin
Bhaage re mann kahin, aage re mann chala,
jaane kidhar jaanu na -2
Ho chale thhandi hawa ho sang mann bhi gaya
Dhhundhhu main kahaan usko, batlaaye koyi mujhko
Ke haan haan haan re
Haan haaye aisa sama hmm phir hoga kahaan
Jee loon main isse khulke, saawan bhi zara khulke
Arre sun sun sun
Dhoom Machale.. Music by Pritham, Lyrics by Sameer..
Ishq ishq karna hai kar le Ishq ishq mein jee le mar le Ishq ishq hai sab se pyaara
Ishq ishq karna hai kar le Ishq ishq mein jee le mar le Ishq ishq na ho dobaara
Ishq hi to zindagi hai Ishq hi to har khushi hai Ishq mein khud ko bhulaake jhoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4
(Hota hai kya ishq hota hai kya Deewaanon se poochh le
Yeh machalte hain kyoon Hanske jalte hain kyoon Parwaanon se poochh le) - 2
Ishq ke din chaar pyaare Ishq ho ek baar pyaare
Ishq ki parchhaaiyon ko choom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom - 4
(Tanha koi kabhi jee na sake Sab ko yahan hai pata
Bekhabar ajnabi mere dil ne jo ki Tu bhi kar le haseen voh khata) -2
Ishq mein har pal maza hai Ishq dhadkan ka nasha hai
Ishq ki galiyon mein aake ghoom
Dhoom machaale dhoom machaale dhoom -4
Crazy kiya re.. Music by Pritham, Lyrics by Sameer
chori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaa kiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,
uski yaadon mein, uske khwaabon mein jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re
naa usko pataa, naa uski khataa main uspe mar gayi, zaraa usko bataa,
dheere dheere ikraar mein, kabhi kabhi intezaar mein ,
uske hi pyaar mein jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re
main yahaan bhi gayi, main wahaan bhi gayi, sochaa pal pal use, main jahaan bhi gayi
din ho yaa raat ho woh mere saath ho
jab uski baat ho jhoome jiyaa re
crazy kiyaa re
Beedi jalaile.. Music by Vishal Bharadwaj, Lyrics by Gulzar
na gilaaf, na lihaaf (na gilaaf, na lihaaf thandi hawa bhi khilaaf sasuri) - 2
ho itni sardi hai kisika lihaaf lehi leh ho jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh - 2
(beedi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai) - 2
tu aana nigaari alag se piya aah aa tu aana nigaari alag se piya,
ke duniya badi dhank hai
na kasoor, na fatoor na kasoor, na fatoor,
bina juraam ke hajoor maar gaye, ho maar gaye
ho aise ik din duphari bula liyo re bandh ghungroo kachehri lagaliyo re
bulaayliyo re, bulaayliyo re dupehri
lagaayilo re, lagaayilo re kachehri
angeethi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai
ho na toh chakkuon ki dhaar, ho na daraati na kataar - 2
aisa kaate ke daat ka nisaan chhod de
ke katayi toh koi bhi kisaan jod de
o aise jaalim ka jod de re makaan jod de,
re bilo... jaaalim ka jod de makaan jod de
aise jaalim ka, o aise jaaalim ka,
aise jaaalim ka jod de makaan jod de
na bulaaya, na bataaya na bulaaya, na bataaya,
maane neend se jagaya, haay re
aise chonkele haath mein naseeb aa gaya
woh ilaychi khilayike kareeb aa gaya
koyila jalayile jigar se piya, jigarma, aag hai
Chaliya chaliya.. Music by Vishal-Shekar, Lyrics by Anvita Dutt
Nasheela Nasheela Tera Naina
Cho Raile Humra Chaina
Ab Humre Dil Mein Rehna-2
Chhaliya Chhaliya Chhaliya Ruh Churalo Mein Hu Aisi Chhaliya
Chhaliya Chhaliya Ohhh Chhaliya Haath Na Aao Mein Hu Aisi Chhaliya
Oos Lehar Hu, Dhoop Sehar Hu
pak Mehar Hu Bach Ke Jayega Kahan
(Na Lada Na Lada Tu Ankh Na Lada
Don’t Look At Me Like That Mahi
Na Lada Na Lada Tu Ankh Na Lada
Don’t Look At Me Like That Boy) — (2)
Raat Hun, Taaro Mein Mil Jaoo
Har Mod Pe Mein Aaho Ki Bahon Mein Khil Jaoo
Chal Hun, Tujpe Mein Chal Jaoo
Tu Na Janega Kab Baazi Mein Dhoke Se Maar Jaoo
Bhikhre Dil Ka Mein Haal Hun Aur Gulib Ka Mein Khayal Hun
Mein Noor Hun, Mein Hoor Hun
Bach Ke Jayega Kahan
Raaz Hun, Hoton Ko Sil Jaoo
Tere Hatoon Se Me Reth Banke Phisal Jaoo
Boond Hun, Tujhpe Baras Jaoo
Jo Na Buje, Woh Pyaas Banke Mein Tarsaoo
Chalki Pehali Chaal Hun Mein Sulja Ulja Jaal Hun
Im The Noor, Im The Hoor
Tu Jayega Kahan
Labels:
music lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment