OM MANGALAM.. (R D B)
Main To Jantar Se Hi Darta Hoon
Bas Pyaar Ka Mantra Karta Hoon
In Chakkar Mein Na Padta Hoon
Haaye Rabba Yeh Kya Ho Gaya
Kya Pyaar Kiya Kambakkhat Ishq
Main To Haar Gaya Kambakkhat Ishq
Mujhe Maaar Gaya Kambakkhat Ishq
Haaye Rabba Yeh Kya Ho Gaya
Manglam Bhagwan Vishnu
Manglam Garuddhavjam
Manglam Pundarikasham
Mangalay Tanohari
You My Baby
But You Driving Me Crazy Crazy Boy
You My Baby
But You Driving Driving Driving
Yeh Archo Ki Pariyon Ka Mela Hai
Aur Mene Bhi Har Khel Khela Hai
Tu Kya Jaane Mein Deewana Hooon
Kachi Kaliyon Ka
Kyon Na Mane Main Aawara Aashiq Hoon Galion Ka
Meri Phasne Ki Nahi Chahat Thi
Lekin Kismat Ne Mujhe Rahat Di
Tu Kya Jaane Mein Deewana Jo Tera Ho Gaya
Kyon Na Maane Mein Tere Pyaar Mein Hi Kho Gaya
Kyun Pholon Ke
Khile Khile Rang Ud Gaye
Kyun In Dino
Khud Se Rehti Hoon Mein Khafa Khafa
Khafa Khafa
Kyun Pholon Ke
Ude Ude Rang Ud Khile
Kyun In dino
Hosh Mein Hai Mere
Nasha Nasha
Nasha Nasha
Teri Meri Takraro Se
Bana Dil Ka Yeh Rista Hai
Aaina To Mein Dekhu To
Tera Chehra Hi Dhita Hai
Jab Se Mujhse Tu Mili
Jane Kaise Mulakaton Mein
Yunhi Aisi Waise Baaton Mein
Kare Chote Mote Vaadein The
Isi Chote Se Bahane Se
Pakke Tujhe Kho Diya
Meri Hi Hai Khata
Meri Hi Hai Saja
Phir Bhi Dil Kahe
Yeh Kyun Hua
kambakht ishq cheez hai hi aisi
ek baar jo ho jaaye
kar jaaye aisi ki taisi
aankho ke do peg ye pilaaye
kaali kaali zulfein bichhaye
phir ye le ke baahein mulayam
tumko jhat se sooli chadhaye
pehle to border pe yoon aaye
bheekh maange jholi phailaye
dil jo galti se de diya to
usse football ye khel jaaye
hogi kiski I Q hi kam
pyar jisne kiya
kehte hain ibaadat karenge
umr bhar ki chahat karenge
pehle ladki nilkli yahan se
in ki neeyat phisli wahan pe
kehti hai sau taare dila do
maang mein phir un ko saja do
antriksh ka theka liya hai
bhaade pe kya rocket liya hai
jo le seven easy se steps
muh ke bal gir gaya
BEBO.. Sung by Alisha Chinoy..
hey you
tere saath saath
poori raat raat
karun pyaar pyaar
bhari baat baat tauba
bebo main bebo
dil mera le lo
dil dene aayi
le lo ji le lo
sehmi sehmi si main
roko toko na ji
jaan tum se bandhi hai
door jao na ji
door bhi ek bahaana
haule haule se jaana
hum ko bhi kya khabar thi
ishq hai apni tu tu main main
chup ke chup ke mujhe
mud ke dekhe kyun ji
saari saari hi main
teri teri hoon ji
dor daale zamanna
mera dil nahi maana
teri ek hi nazar mein
dil ko hua hai ye ye wo wo
LAKH LAKH NAKHRE.. Sung by Neeraj Sridhar..
lakh lakh nakhre rehne de
chale na tere koi paintare
sandli badan waaliye
baba ka bag le ke
chali kahan uyi maa
maslegi heel neeche
kis ka dil uyi maa
teri ankha da lashkaara
tere lakh da hulaara
teri ankha da lashkaara
tere lakh da hulaara
mujh ko daalte hai
daana daana
gusse da bhaar
tere bas da nahi na
mere hi jaisa tujhe
jachega kamina
ni tu inni vi ni soni
mere layak vi nahi honi
ni tu inni vi ni soni
mere layak vi nahi honi
yoon hi jhel raha hoon
jaane jaana jaana
No comments:
Post a Comment