Friday, December 18, 2009

Blue.. Music by A.R.Rehman..


CHIGGY WIGGY.. Sung by Suzanne, Sonu Nigam.. Lyrics by Abbas Tyrewala..

As every man who ever sees me wants to hold my hand
And be the one who gets me to say Oh I Do
They swear eternal undying devotion, yes they swear
That they will love me forever, love me true

But i don’t need a shining star
And i don’t wanna be rescued
No neither frog nor charming prince
Nor my summers barbequed

I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you fella
Just chiggy-wiggy with you baby

Free-eeeee your mind
Free is the way to live it up
Free-eeeee to go
Free if i dont wanna give it up
Free-eeeee to groove
The dance floor’s where i wanna be
Free-eeeee to move
White picket fences frighten me

I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you fella
Just chiggy-wiggy with you baby

Aaa.. dont want a talker
Aaa.. dont need repartee
Aaaa.. dont need a future
I just like to party

Aaa.. forget tomorrow
Aaa.. my feet tapping
Aaa.. dont you get it
Why won’t you let it happen

Say you’ll never go
Never ever go
Down upon on your knees
Say you’ll never say
Never ever say
Baby marry me please

I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you ah ah aaa
Just chiggy-wiggy with you baby

Khatoon ki khidmat mein khiladi ki hai khwaish
Qaatil yeh adaayein qaatilana yeh numayish

Kar le chiggy wiggy mere sang soniye
Kar chiggy wiggy mere sang jaaniye
Kar chiggy wiggy sang sang heeriye
Chiggy wiggy Chiggy wiggy
Chiggy wiggy chigi chig

I wanna chiggy-wiggy with you boy
I wanna chiggy-wiggy with you boy

Tera husn hai rehmat ya ghazab
Tere ishq ibaadat ya khata
Tu kahe to tere sang sang zindagi
Ya guzaroon aaj ki raat raat

Tu kahe toh din
Tu keh de to shaam
Tu jo kahe woh sach
Jo tu kahe wohi mera naam naam

Chiggy wiggy ho thoda chiggy wiggy
Oh sun haal dil ka
Oh aaja chiggy wiggy oh kar chiggy wiggy
Oh kyun soche kal ka

(I wanna chiggy wiggy with)
Oh aaja chiggy wiggy
(I wanna chiggy wiggy with)
Oh thoda chiggy wiggy sun haal dil ka
Oh aaja chiggy wiggy
Oh come on chiggy wiggy
Oh kyun soche kal ki baat baat


BLUE THEME MUSIC.. Sung by Blaze, Raqeeb Aalam, Sonu Kakkar, Jaspreet Singh, Neha Kakkar, Dilshad.. Lyrics by Raqeeb Aalam, Sukhwinder Singh..

Gash kha ke dig paina khich dulleya
Kash laaake khich lainaa khich dulleya
Dung lainaa das laina khich dulleya
Gash kash kash dung dulleya
Dulleya.. dulleya

Blue bekhauf nigahein
Blue bebaak adayein
Blue shaffaaf dilon mein
Blue bedaagh wafaein
Blue sagar ke dil mein
Blue jitne khazane
Blue dil ke sagar mein
Blue utne fasane

Aatish aangare
Sholon ke dhaaare
Rangeen sharaare
Barish ke tare

Sad rang wafa ka
Sagar mein kyon hai
Khabhi surkh lahu hai
Kabhi rang blue hai

Kudi daa shaloo paata hai
Shaaloo kaun samete hai
Chaccha chori kutte hai



YAAR MILA THA.. Sung by Udit Narayan, Madhusree.. Lyrics by Abbas Tyrewala..

yaar mila tha saiyaan ek din
yaar mila tha saiyaan
aankhon mein sapne dil mein leke
pyaar mila tha saiyaan

kya main karti saaiyan baiyan
kya main karti saiyaan
teri yaad mein kitni sadiyyan
aah bharti saiyan

are kuchh to sharm kar leti
ab kya kahengi duniya
kyun us ke sang ho li
us peepal ki chhaiya

socha nikal loon
par pallu wo kheencha
zor se
bola sandesa hai laaya
wo teri aur se

haaye dil ghayal
zakhmi jiya
kaise jeeye ab
tere piya

maar diya dulhaniya tune
maar diya dulhaniya
jeete jee apne saiyaan ko
maar diya dulhaniya

hai kusoor kya mera
bataana yoon sata main
teri raah takti thi

raah takti thi to khafa
ho gayi thi tu kya bewafa
ke panghat pe
ghoonghat ke bina
jaa baithi kaise tu
wo bhi mere bina
usi panghat pe
jahan jhat se
pehli baar thaami thi
maine teri kalaayi
harjaayi
jahan dhoop se hum bache
the jahaan naache the
apne kadam
aur besharam wo kalaayi
tu thama ke aayi
haathon mein na jaane
kis khote ke
kis pote ke
mere hote se par sote se

par tune hi to usse bheja na
ke mera pyaar piya ko de jaana

yaar bulaaya saiyaan
maine yaar bulaaya saiyaan
bhooli saari duniya
jab ek baar bulaaya saiyaan

to aa gale dulhaniya
lag ja aa gale dulhaniya
dekh ke apni yaari
duniya lakh jale dulhaniya

arre teri wafa ke kisse
ab ga rahi hai duniya
har maa kahe bete se
la aise dulhaniya

haaye dil ghayal zakhmi jiya
ji bhar jiye ab mera piya


FIQRANA.. Sung by Vijay Prakash, Shreya Ghoshal.. Lyrics by Rajat Arora..

fiqrana ho ke hum jiye
khamakha hum jiye na kyun
be parwaah ho ke hum jiye
khamakha hum jiye na kyun

jeete hai ad ad ke hum
firte hai furr furr furr se hum
milte hai rom rom rom se hum
chalte hai dum dum dum se hum

mehakte gulzaron mein hum
chamakte sitaron mein hum
dehkte angaaro mein hum
lehakte hawaaon mein

ho ye fiqrana ye fiqra

hai qaatil apni rangat
hai shatir apni sangat
thode se hum hai deewaane
ye he hai apni daulat
main poori kar loon hasrat
main man ki saari mannat
mujhe koi rok nahi tok nahi
main manmaana

hoon junoon sukoon main sharara
main maza saza main awaara
ye maan le hoon ishq ka maara
hone de ye mulakaate
thode din thodi si raate
sochenge fir ye hum
chahenge ya na chahenge hum

to kar le sab se khilaafat
tu ban ja meri mohabaat
jahan se lad jaunga
mar jaunga main mastaana
to shuru karun ishq badhaana
jo kahe wo lage rab ko paana
jo jale wo jale apna hai zamaana
honge sang jo hamara
aasman ke ye taare
milenge tab tum hum
haan kar denge na na karenge hum


BHOOLA TUJHE.. Sung by Rashid Ali.. Lyrics by Abbas Tyrewala..

Bhoola tujhe
Kaise kahaan
Hua tujhse kab juda
Ya khuda
Hasun ya main
Roun bata
Hui mujhse kya khata
Kya gunnah
Mere khuda
Yahi hai jo maalik teri razaa
Meri aazmaaish hai ya sazaa
Hayaat qayamat ki ya hai qazaa
Mere khuda

Bache koi khud se bhi
Bache na wo kismat se
Bache to woh bas teri azmat se
Der se ki dua
Dil se pehli baar yeh aayi hai


REHNUMA.. Sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal.. Lyrics by Abbas Tyrewala..

Ho fida
Khatm, fanaah
Meri chaahat mein tu
Jal zara
Haan phigal zara
Meri ulfat mein tu
Leher si yeh baahein
Zeher si nigaahein
Qaatil ada…

Teri panaahon mein to zindagani
Shaayad milegi khud ko mitake
Keemat hai teri wafaao ki kya sanam
Maar de ya pyar de
Jo bhi ho haasil
Na sarara na kinaara
Kismat mein na koi saahil

Rehnuma
Hai tera samandar
Mehrbaan
Hai tera samandar
Hamnavaa
Hai tera samandar

Zulfon ki qaid mubarak tujhe ho
Palkon mein so ja tu
Gham bhula ke
Aashiq awaara
Saans le zara
Khauf se ya shauk se
Naam le tu mera
Ho inaayat ya qayamat
Haq hoga bus us par tera


AAJ DIL GUSTHAK HAI.. Sung by Sukhwindher Singh, Shreya Ghoshal.. Lyrics by Mayur Puri..

Khoya sa maaya sa saaya sa zoya sa

Aaj dil gustakh hai
Paniyon mein aag hai
Dhadkan bhi betaab hai
Chalo chalo shara ra ra re
Saanson mein sailab hai
Kya surila khwaab hai
Dhadkan bhi betaab hai
Chalo chalo shara ra ra re
Dhoop gum hai dekhke
Do badan hai reth pe
Saaya lekin ek hai
Chalo chalo shara ra ra re

Chalo chalo shara sara re
Jaane kahan milega sukoon

Meri shaam dhalti dhalti
Kar rahi hai galti galti
Teri raah chalti chalti hai kyun?
Baadlon pe udata hai
Na ruke na mudtha hai
Waqt ko itni jaldi hai kyun?

Kabhi toh pass aake
Halkey halkey
Kal ke nashey mein aaj ankhein
Ye junoon khoobro
Khoobroo hai yaara tu
Aur kya kahoon main kya kahoon

Surkurur teri aankh hua
Punsukoon dariya hua
Kya kahun main kya hua
Chal chal sara rara re
Aasman jhalka hua
Din bhi hai dhalta hua
Kya kahoon main kya hua
Chal chal sara rara re

No comments:

Post a Comment