Sunday, July 18, 2010

I HATE LUV STORYS.. Music by Vishal-Shekar


I HATE LUV STORYS.. Sung by Vishal Dadlani.. Lyrics by Kumaar..

I know you like me,
You know i like you
Lets get together girl
You know you want to

Raat din aate jaate
Hoti hai sau mulaquatein
Aage badti hai baatein
Peeche chhod de
Raaste mein hai thehre
Aur bhi kitne chehre
Aaj phir apni aankhein
Unse jod lee…
kho jaayega
Lamha yeh kho jaayega
Mudke naa phir aayega
Rahon mein usko raklee
Ho jaayega hoga jo ho jaayega
You know you’re so hot
You’re on fire
1..2..3.. Go

Milgaye jo chora chori
Hui masti thodi thodi
Bas pyaar ka naam na lena
I hate luv stories

Koi aas paas ho
Samjhe jo dil ki baat ko
Soche na aaj yaar voh
Kal ki baatein
Pal do pal ka saath ho
Phir na haaton mein haath ho
Bhule naa yaad aayein
Phir beeti raatein
Aankho se kehke yeh
Sapnaa gaya hai
Subha ko jaage toh
Raasta naya hai

I m the man whose got a plan
Need a girl who’ll understand
You could be the one for sure
1..2..3.. Go

Jo bhi karna yaar kar
Duniya ka na khayal kar
Kehti hai jo bhi usko kehne dena
Waado se jo baandh kar
Rakhna hai apne paas woh
Jaane de phir yeh duniya
Rehna dena
Marzi se chalti hai
Jaise hawaaein
Waise hi hai meri
Saari adaayein
I’ll be you’rs and you’ll be mine
Love is such a waste of time
You could be my girl for sure
1..2..3..


JAB MILA TU.. Sung by Vishal Dadlani.. Lyrics by Anvita Dutt Guptan..

Jaise ghadi ki girah se,
Waqt kahi pe gira ho,
Jaise roshni subah se,
Ho jaye judaa
Jaise gaane aur nazam se,
Sur koi chura le,
Waise aadha adhura,
Main hoon tere bina

Jab mila tu ru turu tu ru turu tu
Na thi kami na justuju ru turu tu..
Aur aadhe aadhe pal hue phir poore yun
Jab mila tu ru turu tu ru turu tu

Khali jo raat ho
Mein khwab chand taro se
Woh poori bhar doon
Teri jo baat ho
Mein bin kahe hi
Aadhe pauni poori kar doon
Jo aadha se hum hain
Woh poore ho tumse
Na jane yeh sauda bhi kab tai hua
Adhoore se kisse barabar ke hisse
Tu dil toh mein dua

Gar tu jo khoi ho
Toh gumshuda yeh zindagi basar kar doon
Manzil jo soyi ho
Toh khwab saare tere hi nazar kar doon
Tu aadhe se dil ko, jo layegi bhi toh
Main sau khwaishon se hi bhar doonga woh
Kare na yakeen toh, abhi ke abi tu
Toh aake aazma


BAHARA.. Sung by Shreya Ghoshal, Sonam Mahapatra.. Lyrics by Kumaar..

Ho tohra saajan ayo tore desh
Badli badra badla saavan
Badla jag ne bhes re
Tohra saajan ayo tore desh

Soyi soyi palkho pe chalke
Mere sapno ke khidki pe aa gaya
Aate jaate phir mere dil ke
Inn haathon mein woh khat pakda gaya
Pyar ka… lafzo mein rang hai pyar ka

Bahara bahara
Hua dil pehli baar ve
Bahara bahara
Ke chain toh huwa farar ve
Bahara bahara
Hua dil pehli pehli baar ve

Woh kabhi dike zameen pe
Kabhi woh chand pe
Yeh… nazar kahe usse yahan
Mein rakhloo bandh ke
Ek saans mein
Dhadkano ke paas mein
Haan paas mein ghar banaye
Hai bhoole yeh jahaan

Preet mein tori ore saawariya
Payal jaise chanke bijuriya
Cham cham naache tan pe badariya

Baadaliya tu bharse ghano
(bharse ghano..bharse ghanoo)

Jo yeh badliyan woh chhed de
Toh chalke baarishein
Woh.. de aahate kareeb se
Toh bole khwaishen he aaj kal
Zindagi har ek pal
Har ek pal usse chaahe
Hai jiska dil hua


BIN TERE.. Sung by Shafqat Amanat Ali, Sunidhi Chauhan.. Lyrics by Vishal Dadlani..

Lost and lonely coz you’re the only one
That knows me and I can’t be without you

Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai

Lagne lagi, ab zindagi khaali
Hai meri
Lagne lagi har saans bhi khaali
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere

Ajnabi se huye kyun pal saare
Yeh nazar se nazar yeh milaate hi nahin
Ik gani dehaayi cha gayi hai
Manzilein raaston mein hi gum hone lagi
Ho gayi ansuni har dua ab meri
Reh gayi ankahi bin tere

Raah mein roshni ni hai kyun haath choda
Iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda
Yun ke har subah ik bereham si baat ban gayi


SADKA.. Sung by Suraj Jagan, Mahalaxmi Iyer.. Lyrics by Anvita Dutt Guptan..

Kuch khwab dekhe hai, kuch rang soche hain
Ab maine kal apne tere sang soche hain
Iss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai
Kisson ke panno si har baat hoti hai
Roor jo huyi mein fida, toh pal mein uthi koyi sada
Ke dil se huya judaa judaa, toota main iss tara
Sadka kiya yun ishq ka, ke sar jhuka jaha, deedar huya

Tere mudne se suraj udh gaya
Teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili
Mera aasman bhi chota padh gaya
Mujhe jab se hai baahon mein teri panah mili
Woh thehri teri adaa adaa, ke ruk bhi gaya mera khuda
Toh mujhpe yeh asar huya, toota main iss tarah

kuch khwab dekhe hai,
kuch rang soche hain,
ab maine kal apne ..
Teri khushbu mein bheegay khat mile
Tere rang ki siaahi se likhe, padhe sune
Teri baaton ke woh saare silsile
Meri dil ki kahani si suni kahin bune
Main kar na sakun bayaan bayaan, ke chup si huyi meri zubaan
Yeh dil mehmaan huya huya, toota main iss tara

No comments:

Post a Comment