Sunday, July 18, 2010

RAAVAN.. Music by A.R.Rehman.. Lyrics by Gulzar..


BEERA.. Sung by Vijay Prakash & Mustafa Kutoane..

Annkhon mein jaan

Beera ke dus maathe
Beera ke sau naam,
Chede jo beera ko
Dhama dham dham dham

Are beera uthi aandhi
Beera ek Toofan
Saansan mein ugle angi
Beera jalti jaan
Jalti jaan jalti jaan jalti jaan

Janam na pooche
Jaat na pooche
Poocho jo pehchan
Beera ka abhimaan hai
Abhimaan hai abhimaan hai Beera


BEHENE DE.. Sung by Karthik ,Mohamed Irfan..

Are aankh se boond gira koi
Chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara

Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara
Ghan itna baras ke galne lagoon
Mein paani ke upar tarne lagoon

Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de

Behene de ghangor ghata
Behene de paani ki tarah
Saagar mein jaa girna hai
Behene de nadiyaan ki tarah

Shart lagi hai mar jaane ki
Jeena hai toh pyaar mein
Dil kahin bhi ho mera
Jaan rakhi hai yaar mein
Behja behja hai saagar ka kehna
Behja behja hai nadiyaan ko behna

Patte se tapakti boond ki awaaz sunai di thi
Nadiyaan mein tapak aur gum ho ja
Beh gaya beh gaya jo reh gaya reh gaya

Mera pal pal ang ang bhar diya
Tune jaan pe junoon saa kar diya
Mera hai kya jo mein haar du
Jaan teri hai tujh pe vaar du
Doob gaye jo suna hai saare
Tere dere aatey hai
Dil ko chulu mein bechare
Doobkiyan ghante khaate hain

Beh ja behja chal todh kinaare ko
Behja behja dhar le majhdhaare ko

Chingari udha ke raakh se
Ek boond gira ke aankh se
Chalne ka ishaara kar gaya

Kar gaya kar gaya sab bhar gaya bhar gaya


KATA KATA.. Sung by Ila Arun, Sapna Awasthi ,Kunal Ganjawala..

Kata kata bechara bakra, Kata
Kata bechara Manaa manaa
Le khair maanale, aakhri raat
Kunvara

Dhik dhik thak dhinn, Jaaye na
Joru bin joru abhi kamsin, kanya
Ko bulaao

Dulhe mian, Dulhe mian, dand
Vand pelo Dulhe mian, chchodo
Joru, jharkhand lelo

Gaya gaya ek aur gaya re,
Gaya gaya bechara
Manaa manaa le khair maanaale,
Aakhri raat kunvara

Ey hawa pe chalti hai yeh chchori
Paron se bhi halki hai re dahi se
Bhi khatti hai suna hai Dahi bhi
Woh kal ki hai re

Ho rrrraaa haa, Rang thaaro
Kashni, utey rang chadave naa, Tu
Na kaalo na tu kaagaa

Kankar maare kaun abhaaga
Oo ne koyi daraave na...

O na gori, na angoori, bohaari
Lagaiyo na jijo kyun banaave
Chaakar jiji Ganga bhari si gaagar
Oon ke Rani banaiyo haan...

Choto koi devar hoye toh,
Chchaati laagiye....
Aur saas sasur ke aadar kije,
Paayen laagiye....
Ae...Jeth jethaani samjhaave toh
Maathe raakhijo re...
Aur nand sakhi saheli jaisi,
Saath raakhije re...
O chchori sun, saath raakhije

Badi beere, badi beere shaadi
Jaldi karna... Dulhe Miya dulhe,
Miya, godhi jaldi bharna...

Dhol nagade bajake le kya
Dhun sunaaye shahnai kee
Rey Dhole baja ke
Ek aur gaya Ek aur gaya Ek aur
Gaya Becharaa...


KHILI RE.. Sung by Reene Bhardwaj..

Khilli re , khilli re...
Khilli re , khilli re...
Raat ki rani
Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni bansuriya
Honton se,phoonka re,
Bheena badan mora
Bheena, bheena hai badan
Mora, aaja piya aaja....

Haathon se, choo na re,
Surila badan mora,
Surila,surila badan mora
Aaja piya,aaja

Piyra re, piya re-piya more-aa...
Raat ki daari kab se
Jhoor rahi hai re
Daariyon ki godhi bhar jaa
Saari raat meheki hai
Saari raat mehekegi
Sej suhani kar ja

Hoton pe rakh ke
Phoonk bansuriya
Tan barthan bhar jaa
Aaja re, aaja,samay ahi hai
Kohre mein thehra hua

Aadhi raat,jaagi re
Tan ke sur, sun ke
Sun sun ke
Sun sunke
Aaja piya-piya aaja
Aaja re, meheki main
Saans ki dhun sun ke
Sun sunke dhun sunke
Aaja piya piya aaja


THOK DE KILLI.. Sung by Sukhwinder Singh ,Am'nico..

Thok di killi
O thok di killi
Ki door nahi hai
Chalega dilli
Sabko ghoore aankh dikhaye
Tanashahi kare daraye
Oh baagad lilli hey
Oh thok di killi

Ghuma de danda
Uda de gilli
Itraye vithraayee jab bhi
Hadh se aage zad mein aaye

Aankh mein kaala kajal
Oye naak mein natthii
Kaan mein jhumka
Paanv pehne bhijua or
Daayen baayen maare thumka

Aase paase sab ko ghoore
Dekhe or dikhaye tevar
Mujre ka nazrana maange
Heere banne naqdi jevar
Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli

Jhooti sacchi sehli
Thumri kajri jo bhi kchali
Humne ek tihayee li
Ghungroo chod kar chat par
Tehcli
Jhooti hai makkaar nachaiyya
Na koi mayi na koi maiya
Koot koot ke kapat bhara hai
Be-taala tha tha tha thaiyya
Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli

Raat ka maal, raaton ne loota
Chaand taaron ka guchcho
Churaaye
Din nikalna tha, apna bhi nikla
Kis mein dum hai ki suraj bhi
Jaaye
Kis mein dum hai ki suraj bhu
Jaaye

Aaya milke baiten
Haal sunaave dil ka
Kela woh khaate hai
Humko phenke chilka chilka

Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli
Sehete sehete ab toh
Garden ghar rakh kar jaate hai
Choti ho gayi qabren
Bin mundi hi mar jaate hai


RANJHA RANJHA.. Sung by Rekha Bharadwaj, Anuradha Sriram, Javed Ali..

raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye

begunaah pakada gaya yaaro, ishq mein jakada gaya yaaro
aankh ke dosh magar yaaro, bewajah pakada gaya yaaro
aankh se hatati nahi are hatati nahi are hatati nahi
sote sote bolata hoon kabhi bolate bolate sota hoon
kya jaane kya hota hai kabhi jalati aag dadolata hoon
ik baar toh aake dekh woh bhi

jal jaaye jal jaaye ishq mein jal jaaye jale se kundan hoye
jalati raakh laga le maathe lage toh chandan hoy

waqt katata bhi nahi waqt rukata bhi nahi
dil hai sajade mein magar ishq jhukata bhi nahi
bina tere raatein are raatein kyun lambi lagati hai
kabhi tera gussa teri baatein kyun achchhi lagati hai
yeh dalate koyale are koyale abb ragana mushkil hai

chal chal junun chalate rahein, tu kahin thehar nahi
dil agar aa bhi gaya woh tera shehar nahi
bina tere saansein are saansein kahin khatm na ho jaaye
sabhi teri yaadein sab yaadein kahin bhasm na ho jaaye
sulagate koyale are koyale abb bujhana mushkil hai

No comments:

Post a Comment